Islamic Blog

Agar hum fazar ki namaz mein masjid mein aese time pahuche ke jamaat shuru ho chuki hai to phir andaza lagaiye ke kya jamat ki namaz puri hone se pahle 2 sunnat padh sakoge, agar padh sakoge aur jamaat mein shaaml ho sakoge to 2 sunnat padh lijiye, agar esa lag raha ho ke 2 sunnat agar padhne khade ho gae to jamaat nikal jaegi, to phir seedhe jamat mein shaamil ho jaaiye, aur phir bachi 2 sunnat suraj niklane ke baad padh lijiye.
(1) AGAR MASJID ME FAJAR KI NAMAAZ HO GAYI AOR AAP NE ABHI TAK NAHI PADHI TO AAP FAJAR KI SUNNAT AOR
FAEZ DONON PADH SAKTE HAIN…..
(2) AGAR AAP NE “”FAJAR KI FARZ NAMAAZ”” ADA KAR LI , AOR SUNNAT NAHI PADHI THI TO AB SOORAJ NIKALNE TAK WO SUNNAT ADA NAHI KAR SAKTE…SOORAJ NIKALNE KE BAAD “”SUNNAT”” ADA KI JAA SAKTI HAI…

HADEES..:
HAZRAT ABU HURAIRA (raziyallahu anhu) SE RIWAAYAT HAI KE “HUZUR sallallaahu alihi wa sallam NE “”FJAR KE BAAD SOORAJ NIKALNE TAK”” AOR “”ASAR KE BAAD SOORAJ DOOBNE TAK”” KOI BHI (NAFIL YA SUNNAT) NAMAAZ PADHNE SE MANA FARMAAYA…
(BUKHAARI /H NO : 549, 553)

HADEES :
HUZUR sallallaahu alihi wa sallam NE IRSHAAD FARMAAYA : “FAJAR” KI NAMAAZ KE BAAD AOR “ASAR” KI NAMAAZ KE BAAD KOI BHI (NAFIL YA SUNNAT) NAMAAZ PADHNA JAAYE

Asalam-o-alaikum , Hi i am noor saba from Jharkhand ranchi i am very passionate about blogging and websites. i loves creating and writing blogs hope you will like my post khuda hafeez Dua me yaad rakhna.
mm