Islamic Blog

Ab Hai Ramzan Ki Rukhsat,
Hogi Har Insaan Ko Fursat,
Maza Pa Na Sake Ga Ramzan Jaisa,
Jaaty huye is maha e ramzan mubarak k Sadke,
Ya Allah Karde Hamari Magfirat.
Ameen..

#############################

Wah Ramzan teri ruksat ko salam. !
Jate jate Aasman ko bhi Rula Diya,
Alvida Alvida Ramzan Alvida.

Jisne bna diyaa hr ghar ko gulistan,
Chala jaye ga kuch hi Pall me ye mehman,
Tohfe mai diyee ja raha hy ye “EID” sb ko,
Alvida Alvida Mah-e-Ramzan

#############################

KhallqatT e Khuda aaj rony ko h,
Mah e Ramazan b juda honay ko h,
Socho zara kya paya hum ne
kAya apne Rab ko manaya hum ne?
KAya jane kabhi naseeb yeh Mah ho na ho
Rab ki Rehmat ka kya Haq paya hum ne ?
ALVIDA

#############################

Tu Mujhe NawaAzta hY Ramzan,,,
ye Tera Karam Hay ALLAH.!
“Warna TERI Rehmaton K Qaabil Meri Ibaadaat NahAIN.
Maah e Ramzan Alvida

#############################

>Alwida Alwida Maah-e-Ramadan<
Tere deewane abb ro rehy hain,
Muztarib sab k sab ho rehy hain,
Haay ab waqt e rukhsat hai aaya,
Alwida Alwida Maahe Ramadan,
Tera gham sab ko tarrpa reha hai,
Atishe shoq bharrka reha hai,
Phat reha hai tere gham men seena,
Alwida Alwida Maahe Ramadan,
Bazme Iftar sajti thi kaisi!,
Khoob Sehri ki ronaq bhi hoti,,
Sab saman ho gya soona soona,
Alwida Alwida Maahe Ramadan,
Yaad Ramadan ki tarrpa rehi hai,
Aansuon ki jharri lag gai hai,
Keh reha hai yeh her aik qatra,
Avida Ramzan . Chand Rat Mubarak

 

############################# 

4-Mah-e-Ramadan Alvida Sms in Hindi

***Jisne bana dia her ghar ko gulistan***

*****Chala jaega kuch dino ma ye mehman*****

*******Tohfe ma dey jaraha hay ye ‘EID’ sabko*******

%%%%%%%%%%(Alvida ! Alvida)%%%%%%%%%%

Mah-e -Ramzan

############################# 

5-**“ALWIDA ALWIDA MAH-E-RAMZAN”**

YA ALLAH…

Hum Ne Jo Rozay Rakhay,

Jo Ebadatain Ki Aur Jo Namazain Parhin,

YA ALLAH Qabool Karna.

Aur Jo Hum Se Galatiyan Huen,

YA ALLAH Unhe Darguzar Kar Dena,

Aur Hum Sab Ko Mauf Kar Dena,

Hum Sab Ki Qayamat Ke Din Maghfirat Farmana!!

( A M E E N )

#############################

6-Ramadan Alvida Shairy Quotes 2013

Dil Teray Aanay Say Motbar Thay,
Noor Mein Dubay Shaam O Sehar They.
Teray Janey Say Dil Ro Raha Hai,
Mah E Ramzan Bas Alwada Hai.

7- Alvida Alvida Ramzan Text Messages

Humko Baykal Tu Paye Ga Kab Tak,
Gar Rahe Zinda Aglay Baras Tak.
Phir Milein Gay Jo Huqmay Khuda Hai
Mah E Ramzan Bas Alwada Hai.

Alwada Alwida Alvada Hai,

Alwida Alwida Alwida Alwida Alwida

#############################

8-Alwida Ramadan Sms on Biseworld.com

Jaam Rehmat Kay Tunay Pilaye,
Gul Muradoon Kay Tuney Khilaye.
Tu Juda Hum Say Ab Ho Raha Hai,
Mah E Ramzan Bas Alwada Hai.

****Alwada Alwida Alvada Hai****

Alwida Alwida Alwida Alwida Alwida

#############################

9-Mah E Ramadhan Bas Alwida Hai SMS 2013

Rehmatoon Ka Tu Pegham Laya,
Barkatoon Ka Tu Inaam Laya.
Rutba Aala O Afzal Tera Hai,
Mah E Ramzan Bas Alwada Hai.

***Alwada Alwida Alvida Hai***

Alwida Alwida Alwida Alwida Alwida

#############################

10-Ramzan Alwida Mah-e-Ramadan Sms

Sab Ko Udaas Kr K
RAMZAN Ja Raha Hai,

Sab Per Luta K Apna
FAIZAN Ja Raha Hai,

Aaya Tha Ghar Hamare
Kismat Hamari Ban Ke,

Bheja Tha Jo Khuda Ne
Woh MEHMAAN Ja Raha Hai.

***Alvida Alvida***
*****MAH-E-RAMZAN*****

#############################

11-Alvida Alvida Mah e Ramzan Text Messages

Wah Ramzan teri ruksat ko salam.

Jate jate Asman ko b Rula Diya,
Alvida Alvida Mah e Ramzan.

#############################

12-Alvida Ramzan Mubarik Sms in Urdu

Waqt tu parindy ki terhan he uhr jayega,

Gaya waqt phir nahi kabhi aye ga…,

Kerlo dil bhar kya naykain Ramzan main,

Ramzan tu Mehmaan hai chala jayega!

Alwida Ramzan Mubarik…

#############################

13-Alwida Ramadan Sms on Biseworld.com

Chal Diya Hai Tu Jo Rab Ki Janib,
Ahl E Imaan Kay Purnam Hain Qalib.
Qalb E Ishrat Bhi Gham Say Bhara Hai,
Mah E Ramzan Bas Alwada Hai.

***Alwada Alwida Alvida Hai***

Aafreen Seikh is an Software Engineering graduate from India,Kolkata i am professional blogger loves creating and writing blogs about islam.
Aafreen Seikh
Latest posts by Aafreen Seikh (see all)