Islamic Blog

Hazrat Abu Huraira radi Allah Se Riwayat He Ke Wo Ek Darakht Laga Rahe The Itne Me Rasul Allah Sallallaho Alayhi Wasllam
Un Ke Paas Se Guzre To Aap Sallallah Ne Farmaya Ke
Aye Abu Huraira Kis Ke Liye Darakht Laga Rahe Ho????? Hazrat Abu Huraira Ne Jawab Diya Ke Apne Liye Darakht Laga Raha Hu To Aap Sallallah Ne Farmaya Ke Kiya Me Tumhe Is Se Accha Darakht Na Batau????To Hazrat Abu Huraira Ne Arz Kiya Ke
Aye Allah Ke Rasul Q Nahi Zaroor Batlaiye To Aap Sallallah Ne Farmaya Ke Kaho Subhanallah (Allah Paak Hai), Allhamdulillah
9Sab Tareef Allah Ke Liye Hai), Laailaah Illallaho (Allah Ke Siwa Koi Ma’abood Nahi) Allaho Akbar (Allah Sab Se Bada Hai)
Ye Kehne Par Tumhare Liye Har Kalme Ke Badle Me Jannat Me Ek Darakh Lagaya Jayega

Ref: Ibn e Majah

to dosto, ab jitne chaho apne jannat mein darakht laga lo, Allah hum sabko amal ki taufik ata kare, aameen.

I am noor aqsa from india kolkata i love the islam and rules i am professional blogger and also seo expert learn islam with us.
mm