Islamic Blog

DAMAAD

BISMILLAHIR

HIQAYAT:- ********** Hazrat Imaam Aazam Radi-Allahu-Ta’aala-Anhu Ke Zamane May Ek Shaks Amirul Mominin Hazrat Usmaan Radi-Allahu-Ta’aala-Anhu Se Badi Dushmani Rakhta Tha! Hatta Ki Hazrat Usmaan Radi-Allahu-Ta’aala-Anhu Ko (Maadh-Allah) Yahudi Kehta Tha! Hazrat Imaam Sahab Ko Is Baat Ka Ilm Hua To Aapne Use Bulaya Aur Usse Farmaya Ki Maine Tumahri Ladki Keliye Ek Munasib Rishta […]

HAZRAT ZAAHIR SABZI WALE

ya allah

HADEES:- ********* Ek Sahabi Zaahir Kisi Gaon Ke Rehne Wale The! Madina Munavwara May Sabzi Bechne Keliye Laya Karte The! Ek Roz Bazaar May Wo Sabzi Bech Rahe The! Huzoor SALLALLAHU-TA’AALA-ALAIHI-WASALLAM Wahan Se Guzre, To Aapne Unke Piche Khade Hoker Apne Dono Hath Unki Aankhon Per Rakh Diye! Hazrat Zaahir Ko Ilm Na Hua Ki […]

कुछ ऐसे सवाल, जो एक मुसलमान को जानना बहुत ही ज़रूरी है

islamic allah wallpaper

कुछ ऐसे सवाल , जो एक मुसलमान को जानना बहुत ही ज़रूरी है : पढ़िए दीन से जोड़े हुए सवाल और जवाब ! सवाल: सबसे पहला बादशाह कौन है जिसने सूली की सजा दी और किसको दी ?… जवाब: फ़िरऔन पहला बादशाह है जिसने हाथ पैर काटने और सूली की सजा दी उन जादूगरों को […]

In Baaton ko Yaad Rakhe

PATTHER MAY AADMI

• Gunah zaher ki Manind hai, jo km ho ya zyadahar surat me Noqsan deh hai. • Kisi ka ayeb talash karne wale ki missal us makkhi ki jaisi hai jo sara Khoobsurat jism chhod kar sirf zakhm per hi batih ti hai. • Ye na soncho Allah tumhari dua ko fouran qabool kyun nahi […]

Jumma Mubarak Dua sms in Urdu

Jumma Mubarak Images

Aey mere Allah mein tera gunhegaar hun teri rehmat ka talab gaar hun Tujh say apny tamam guhaon ki maafi chahta hun.Too apny is peyary din, kay sadkay meri dua ko qabool farma lay. Juma Mubarik.   Mere allah ager mein apny gunhaon ki tarf dekhon too mjhe kuch bhi nazar Nahi ata.Agar teri rehamat […]

Islamic Names for Girls Today

muslim wedding dress 010

A Abia – Great Abida – Worshipper Abir, Abeer – Fragrance Ablah, Abla’ – Perfectly formed Abra – Example, lesson A’dab – Hope and need Adara – Virgin Adiba – Cultured, polite Adila, Adilah, Adeela – Equal Adiva – Pleasant, gentle Afaf – Chaste, virtuous, decent, pure Afifah – Chaste Afra’ – White Ahd – […]

Bibi Fatima Ki Kahani

Beautiful Muhammad PBUH Wallpaper

Bibi Fatima Ki Kahani Ek mashoor reewayat hey ke arab ke kissi shehair mein aek sunaaran raihtti thi jis kay sirf aek larrka tha. Ek roz jub sunaaran kuaen par paani bharney gaee tou ooska larrka bhi uske peechey holia. Sunaaran larrkay ko kuaen ke qareeb bithaakar paani bharnay lugee. Kuaen ke dusree taraf aek […]

TAKBEER TASHREEQ KE MASAAIL

Seven Qualities that Allah Loves

9wen zilhijjah ki fajar se 13wen ki asar tak har namaz e panzgaana ke baa’d joh jamat e mustahabbah ke saath ada ki gayi uske baad 1 baar takbeer buland aawaaz se kehna wajib hai aur 3 baar afzal hai, Jise takbeer e tashreeq kahte hain woh ye hain, اَللّٰهُ اَكْبَرُ اَللّٰهُ اَكْبَرُ لَا اِلٰهَ […]

CHEENK (sneeze) KA BAYAN

madina

Cheenk ka jawab dena wajib hai aur uska jawab dena fauran wajib hai aur istarah dena ki cheenkne wala sun le wajib hai jis tarah salam ke jawab mai hai yahan bhi hai, Cheenk ka jawab ek martaba wajib hai dobara aye toh jawab wajib nahi balki mustahab hai, Jisko cheenk aaye use “Alhamdulillah” kehna […]

AURAT KI NAMAAZ

10419387 584934974948465 2112991903695176027 n

Auraton ko kisi bhi Namaaz mai jamaat ki hajiri ke liye masjid me aana jaez nahi chahe din ki namaaz ho ya raat ki namaaz juma ki namaaz ho ya eid ki namaaz auraton ko jamaat mai shamil hone ke liye masjid mai aana jaez nahi aurat chahe jawan ho ya burhi kisi bhi jamaat […]