Islamic Blog

surah Taghabun

quran 2

surah Taghabun English Bismillaahir Rahmaanir Raheem Yusabbihu lillaahi maa fis samaawaati wa maa fil ardi lahul mulku wa lahul hamd, wa Huwa ‘alaa kulli shai ‘in Qadeer Huwal lazee khalaqakum faminkum kaafirunw wa min kum mu’min ; wallaahu bimaa ta’maloona Baseer Khalaqas samaawaati wal arda bilhaqqi wa sawwarakum fa ahsana suwarakum wa ilaihil maseer Ya’lamu […]

Salaam Quran-o-Hadees Ki Raoshni Me

as salam o alaikum

Shuru Allah k Naam se: Aur jub Tumhen Salam kiya Jaye to tum usse Accha jawabdo ya onhi Alfaz ko Loutado, Beshak Allahtala har cheez ka Hisab lene wala hai. (Surah:Al-Nisa, Surah No:4, Aayat No:86) Shuru Allah k Naam se: Aye Iman Walon! Apne Gharon k Siwa Aur Gharon me Na Jao Jub tak k […]

Mehman Nawazi ki Sunnatain

allah muhammed

Mehman Nawazi ki Sunnatain Hamare gharo me Rishtedar ya Dost-o-Ahbab bahaisiyat Mehman aate hi rehte hai, in Mehmano k sath Husne-Salook ko Mehman Nawazi Kehte hai, Mehmanon k sath husne salook krte huwe in Sunnatonko Malhooz rakha jaye. 1. Mehmano ko khush amdeed kaha jaye aur un k haq me dua di jaye, Huzoor sallaallahu […]

Aik Doosre se Mulaqat ki Sunnatain

PATTHER MAY AADMI

1. Aik Muslman jb Doosre Musalman se Mulaqat kare to Sub se Pehle Salam Karen. Huzoor sallaallahu alaihi wasallam se pucha gaya k kounsa islam behter hai? Huzoor sallaallahu alaihi wasallam ne farmaya tum Khana khilao aur salam karo jis ko Pehchante ho us kobhi aur jis ko Nahi Pehchante us ko bhi.(Bukhari,Muslim). 2. Aik […]

Guftagu ki Sunnatain

allah is great

Guftagu ki Sunnatain 1. Jub guftagu Karen to Alfaz saf saf Ada Karen samne wale ko mutmain karden, Huzoor sallaallahu alaihi wasallam ki Guftagu hamari tarah laga taar jldi jldi Nahi hoti thi bl k saf saf har Mazmoon Doosre se Mumtaz hota tha paas Baithnewale Acchi tarah Zahe Nasheen Karlete the.(shamail tirmizi). 2. Aksar […]

Har Insan K Sath 24 ghanto mai 20 farishte rehte hai

muhammed salallah o salam

Tafseer Ibne Jareer Mai Warid Hoa hai,kah hazrath Usman (R.a) Hazrath Muhammad(S.A.W.W) k pas Aaye R Ap s.a.w.w sey Daryaft kia Kah Bataye Banday K sath Kitne Parishtay Hotay hain. Ap S.A.W.W nai farmay”,aik tho daye Janib Nekiya ka likne wala jo Baye janib walay pr Ameer hai jub tho koyi neki Karta hai wo […]

Juma ki fazilat aur Aadab Hadith ki roshni mein

salat namaz

Bismillahirrahmanirrahim   *Juma ki fazilat aur Aadab Hadith ki roshni mein* ——————- ✦ 1. Al Quran : Eh Imaan walon jab jumaa ke din namaz ke liye azan di jaye to Allah ke zikr ki taraf jaldi se aa jao aur kharid wa farokht chhodh do , tumhare liye yahi baat behtar hai agar tum ilm […]

Juma ki raat surah Al-kahaf padhni ki fazilat

juma

Bismillahirrahmanirrahim ————— ✦ Juma ki raat surah Al-kahaf padhni ki fazilat ————- ✦ Abu Saeed Khudri radi Allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah ﷺ ne farmaya jisne Juma ki raat surah kahaf padhi uske aur baitullah ke darmiyan noor ki  roshni ho jati hai (Note : jumerat ko magrib ke baad se juma ki […]

Juma ki namaz ko pabandi se padhne walo ki fazilat

juma namaz

Bismillahirahmanirrahim   ✦ Juma ki namaz ko pabandi se padhne walo ki fazilat ——- ✦ Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya Allah subhanahu Qayamat ke din dino ko (yani sunday, monday …in sabko)  unki halat mein zahir karega aur juma ke din ko chamakta hua (sitare ki tarah) zahir karega, Ahl e juma (Juma ki […]

Quran Majid Padhne Ka Sawab

Surah Abasa

Bismillahirrahmanirrahim —————— ✦ Quran majid padhne ka sawab ——————————— ✦ Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya jisne Quran majid mein se ek haraf padha to usko iske badle ek neki di jayegi aur har neki ka sawab das guna hai main ye nahi kahta ki Alif-Laam-Meem (ek) haraf hai bulki Alif ek haraf hai Laam […]