Islamic Blog

Jab Azaan ho to humko uska jawab dena chahiye, aesa karne se jitna sawab azan dene wale ko mil raha hai utna hi humko bhi milega. Ek hadees mein aya hai ki agar logo ko azaan dene ka sawab pata chal jaaye to azaan dene ke liye ladai hone lage.

Azaan ka jawab is tarah dijiye.

Azaan : Allahhu Akbar, Allahu akbar
Jawab : Allahhu Akbar, Allahu akbar

Azaan : Allahhu Akbar, Allahu akbar
Jawab : Allahhu Akbar, Allahu akbar

Azaan : Ash hadu al lailaha illallah
Jawab : Ash hadu al lailaha illallah

Azaan : Ash hadu al lailaha illallah
Jawab : Ash hadu al lailaha illallah

Azaan : Ash hadu anna Muhammadur rasulAllah
Jawab : Ash hadu anna Muhammadur rasulAllah (sallallahu alyhiwasallam)

Azaan : Ash hadu anna Muhammadur rasulAllah
Jawab : Ash hadu anna Muhammadur rasulAllah (sallallahu alyhiwasallam)

Azaan : Hayya alas salah
Jawab : La hawla wala kuwwata illa billa hil aliyil azim

Azaan : Hayya alas salah
Jawab : La hawla wala kuwwata illa billa hil aliyil azim

Azaan : Hayya alal falah
Jawab : La hawla wala kuwwata illa billa hil aliyil azim

Azaan : Hayya alal falah
Jawab : La hawla wala kuwwata illa billa hil aliyil azim

Azaan : Allahhu Akbar, Allahu akbar
Jawab : Allahhu Akbar, Allahu akbar

Azaan : Lailaha Illallah
Jawab : Lailaha Illallah

Iske baad Azan ke baad ki dua padhiye.

padhne k bad share zaror kare take ye sab ko pata chale

I am noor aqsa from india kolkata i love the islam and rules i am professional blogger and also seo expert learn islam with us.
mm