Islamic Blog

Hazrat Shaikh Allama Umar bin Abdullāh al-Khateeb rahmatullāhi alaihi :

Hazrat Shaikh Allama Umar bin Abdullāh

Aap ki wilaadat 8 Zil Hijjah 1326 Hijri (31 December 1908 A.D.) ko Jumeraat ke roz Tarim, Hadramaut (Yemen) me hui. Aap ke waalid ka naam Hazrat Abdullāh bin Ahmad aur waalida ka naam Faatima binte Hasan hai. Aap Hazrat Abbaad bin Bishr al-Awsi al-Ansaari radiy-Allāhu ta’ala anhu ki nasl se hain. **************** 9 saal […]

Hazrat Khwaja Sayyed Siraaj-ud-deen Chishti rahmatullāhi alaihi :

Hazrat Khwaja Sayyed Siraaj ud deen Chishti rahmatullāhi

Alqaab : ‾‾‾‾‾‾‾‾ Siraaj-ul-Auliya, Makhdoom-ul-Millat. **************** Aap ki wilaadat Dehli me hui. Aap ke waalid ka naam Hazrat Khwaja Sayyed Kamaal-ud-deen Allama Chishti rahmatullāhi alaihi hai. Aap Husaini saadaat hain. **************** Aap ne apne waalid se Qur’an majeed ki aur dusre uloom ki taalim haasil ki. Aap ne Hazrat Allama Ahmad Thanesari aur Maulana Aalam […]

Hazrat Sayyed Faiz-ul-Hasan Shaah rahmatullāhi alaihi :

Hazrat Sayyed Faiz ul Hasan Shaah rahmatullāhi

Laqab : ‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾ Khateeb ul Islaam. **************** Aap ki wilaadat 1329 Hijri (1911 A.D.) me Allo Mahar (Sialkot) hui. Aap ke waalid ka naam Hazrat Peer Sayyed Muhammad Husain Shaah bin Peer Sayyed Ameen Shaah rahmatullāhi alaihi hai. Aap Husaini saadaat hain. Aap ke pardaada Hazrat Peer Sayyed Muhammad Jewan Shaah Naqawi urfe Sher Sawaar […]

Hazrat Sayyed Ahmad Kabeer Rifai rahmatullāhi alaihi :

Hazrat Sayyed Ahmad Kabeer Rifai rahmatullāhi

Alqaab : ‾‾‾‾‾‾‾‾ Qutb-ul-aqtaab, Sultan-ul-aarifeen, Abul alamain (Father of Two Banners). *************** Aap ki wilaadat Rajab 512 Hijri (1119 A.D.) me Jum’eraat ko Hasen, Basra (Iraq) me hua. Aap ke waalid ka naam Sayyed Ali bin Yahyā Nakib aur waalida ka naam Sayyeda Fatima al-Ansari bint Yahya Nijjeri hai. Aap Husaini saadaat hain. Aap ki […]

Hazrat Khwaja Abdul Wahid bin Zaid rahmatullāhi alaihi

Hazrat Khwaja Abdul Wahid bin Zaid

Aap ne Hazrat Imaam e aazam Abu Haneefa Nomaan bin Saabit se Fiqh ki taaleem haasil ki. Aur apne Peer Hazrat Khwaja Hasan al-Basri rahmatullāhi alaihi se Hadees, Tafseer aur Tasawwuf ki taaleem haasil ki. **************** Aap eidain ke 2 din ke ilaawa pura saal roza rakhte aur puri raat ibaadat me guzaarte. 40 saal […]

Hazrat Imaam Shaikh Ahmad Sirhindi rahmatullāhi alaihi

allah

Alqaab : ‾‾‾‾‾‾‾‾ Mujaddid-e-Alfe-Saani, Imaam-e-Rabbaani, Qayyoom-e-Zamaani, Khazinat-ul-Rahmah, Silah. ********** Aap ki wilaadat 14 Shawwaal 971 Hijri (4 June 1564 A.D.) ko Shab e Jum’aa ko Sirhind me hui. Aap ke waalid ka naam Hazrat Shaikh Abdul Ahad bin Zain-ul-Aabideen rahmatullāhi alaihi hai. Aap Hazrate Umar Faarooq radiy-Allāhu ta’ala anhu ki nasl se hain. Aap ke […]

Hazrat Khwaja Abul Qasim Gurgani rahmatullāhi alaihi

Hazrat Khwaja Abul Qasim Gurgani

Aap ki wilaadat 380 Hijri me Gurgan (Iran) me hui. Aap ke waalid ka naam Ali ibn Abdullāh hai. **************** Aap kaashif-e waaqia-e mureedeen the. Hazrat Daata Ganj bakhsh Ali al-Hujweri rahmatullāhi alaihi bayaan farmaate hain ke ‘Ek martaba main Hazrat Abul Qaasim Gurgani rahmatullāhi alaihi ki khidmat me haazir tha aur apne mushaahida aur […]

Hazrat Shaikh Abul Hasan al-Hakkaari rahmatullāhi alaihi

Seven Qualities that Allah Loves

Laqab : ‾‾‾‾‾‾‾‾ Shaikh ul Islaam. **************** Aap ki wilaadat 409 Hijri (1018 A.D.) me Hakkaar, Mosul (Iraq) me hui. Aap ke waalid ka naam Ahmad bin Yousuf hai. Aap Abu Sufyaan Mugheera bin Haaris bin Abdul Muttalib radiy-Allāhu ta’ala anhu ki nasl se hain. **************** Aap ne apne waalid se ibtidaai taaleem haasil ki. […]

Hazrat Usmaan Ghani radiy-Allāhu ta’ala anhu

Hazrat Usmaan Ghani

Hazrat Usmaan Ghani radiy-Allāhu ta’ala anhu : ♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦ Alqaab : ‾‾‾‾‾‾‾‾ Ghani, Zun-Noorain, Sayyed-ul-Askhiya. *********** Aap ki wilaadat 579 A.D. me (Huzoor Rasool-Allāh sallallāhu alaihi wa sallam ki wilaadat ke 6 saal pehle) Taa’if me hui. Aap ke waalid ka naam Affaan ibn Abul Aas aur waalida ka naam Arwa bint Karaiz hai. Aap Quraish […]

Hazrat Khwaja Hisaam-ud-deen urfe Khub Miya Chishti rahmatullāhi alaihi :

Hazrat Khwaja Hisaam

Hazrat Khwaja Hisaam-ud-deen urfe Khub Miya Chishti rahmatullāhi alaihi : ♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦ Laqab : ‾‾‾‾‾‾‾‾ Qutb-ul-Kaamileen. **************** Aap ki wilaadat 1203 Hijri (1788 A.D.) me Ahmedabad (Gujarat) me hui. Aap ke waaild ka naam Hazrat Khwaja Sayyed Rasheed-ud-deen Maudood Laala Chishti rahmatullāhi alaihi hai. **************** Aap ne apne waalid e maajid se tamaam zaahiri wa baatini […]