Islamic Blog

FAZAIL-A-MOHARRAM(Shab Aashora aur Youm E Ashoora Ke Din Ke Nafil Namazen)
==================================================
1. Aashora ki shab 4 Rakat NAMAZ 2 Salam se padhe her Rakat me baad SURAH FATIHA ke AYATAL KURSI 3-3 dafa SURAH IKHLAAS 10-10 dafa padhe Baad SALAAM ke SURAH IKHLAAS 100 Martaba padh kar apne Gunaho ki Taoba kare. aur ALLAH TA’ALA se bakshish talab kare.
IN SHA ALLAH TA’ALA ALLAH RABBUL IZZAT apni Rahmat -A-kamila se is NAMAZ ke padhne walo ke tamam gunah muaf farmayega.

2.Shab ASHOORA baad namaz ISHA 8 RAKAT NAMAZ 4 Salaam se padhe her Rakat me SURAH FATIHA ke baad SURAH IKHLAS 25-25 martaba padhna hai fir Baad SALAAM ke DUROOD SHAREEF 70 martaba ASTAGFAAR 70 Martaba padkar dua-a-magfirat kare ALLAH RABBUL IZZAT is NAMAZ k padhne walo ki Qabr ko raoshan karke Azaab qabr se Mahfoz rakkhega aur BA roze hashr use Magfirat ata hogi IN SHA ALLAH TA’ALA.

3. NAMAZ-A-ZOHAR se paihle YOUM-A-ASHOORA 6 Rakat NAMAZ 3 salaam se is tarkeeb se padhe ke her Rakat me SURAH FATIHA to padhna hai Baad SURAH FATIHA ke paihli Rakat me SURAH SHAMS 1 baar Dusri me SURAH QADR 1 baar 3 me SURAH ZIL ZALAHA 1 baar 4 me SURAH IKHLAAS 1 baar 5 me SURAH FALAQ ek baar 6 me SURAH NAAS ek baar padhe Baad SALAAM ke ser SAJDE me rakh kar SURAH KAFROON 1 martaba padh kar jis muraad ke liye dua kare IN SHA ALLAH TA’ALA darbaar A KHUDA WANDI me qubool hogi.

4. NAMAZ ZOHAR se paihle YOUM-A-ASHOORA 4 Rakat NAMAZ 2 salaam se is tarkeeb se padhe ke her Rakat me SURAH FATIHA ke baad
(Panj surah 427-420-421)

As-salam-o-alaikum my selfshaheel Khan from india , Kolkatamiss Aafreen invite me to write in islamic blog i am very thankful to her. i am try to my best share with you about islam.
mm