Islamic Blog

JO RAMZAN KA ROZA QASDAN
CHHODE
FIR CHAHE TAMAM UMAR
ROZA
RAKHE
WOH USKE BARABAR NAHI HO
SAKTA.
TIRMIZI.
.
◆━━━━◆◐━━━━◑◆━━
━━◆◐━━━━◑
RAMZAN KI HAR RAAT-O-DIN
ME SE
MUSALMAN KI EK
DUA ZAROOR QUBUL HOTI HAI.
TARGEEB.
◆━━━━◆◐━━━━◑◆━━
━━◆◐━━━━◑
.
Meri UMMAT Zaleel O Ruswa Na
Hogi,
JabTak Woh Mahe Ramazan Ka
Haq
Ada Karti Rahegi.
Jame Sageer.
◆━━━━◆◐━━━━◑◆━━
━━◆◐━━━━◑
.
HAZRAT MUHAMMAD
( Sallallaha
alaihi wassllam ) NE FARMAYA
MAHE RAMZAN SABR KA
MAHINA
HE
AUR SABR KA SAWAB JANNAT
HE.
FAZILAT-E-NAMAZ.
◆━━━━◆◐━━━━◑◆━━
━━◆◐━━━━◑
.
Jo ROZADAR Ko Paani Pilaaiga
ALLAH TA’ALA Use Mere
HOUZ Se Pilaaiga Ki JANNAT
Me
Dakhil Hone Tak Piyasa
Na Hoga.
Ibn-e-Khuzaima 3:192:1887.
.
◆━━━━◆◐━━━━◑◆━━
━━◆◐━━━━◑
HUZOOR SALLALLAHU ALAIHI
WASALLAM NE 3 TARAH
KE LOGO KO BAD DUA DI
JIS PAR HAZRAT JIBRAIL NE
AAMIN
KAHA
USME SE EK RAMZAN KA
ROZA NA
RAKHNEWALA HAI.
Kanzul UMMAL.
◆━━━━◆◐━━━━◑◆━━
━━◆◐━━━━
.
Is Mahine Ka Pehla Ashrah
RAHMAT
Doosra MAGFIRAT
aur
Teesra
Ashrah JAHANNAM Se Aazadi
Ka
Hai.
Sahi Ibn-e-Khuzaima J:3 S:191
H:1887.
◆━━━━◆◐━━━━◑◆━━
━━◆◐━━━━◑
.
AAQA Sallallahu Alaiyhi
WaSallam Ne
Farmaya:
Jab Ramzan Aata Hai To
Jannat Ke
Tamaam Darwaaze
Khol Diye Jate Hai.
Bukhari:1898.
◆━━━━◆◐━━━━◑◆━━
━━◆◐━━━━◑
.
Ye Mahina (RAMZAN)
Sabr Aur Bhalai Ka He
Aur Sabr Ka Sawab Jannat He
Aur Is Me Momin Ka Rizq
Badhaya
Jata Hai.
SAHI IBN-E-KHUZAIMA
3/1887
◆━━━━◆◐━━━━◑◆━━
━━◆◐━━━━◑
.
JisKa Roza Ki Halat Me Inteqal
Hogaya
Allah usko Qayamat Tak Ke
Rozon ka
Sawab Ata
Farmayega.
Al Firdaus J:3 S:4.
◆━━━━◆◐━━━━◑◆━━
━━◆◐━━━━◑
.
Kya Aap Jante He?
Ramzan Ul Mubarak me
Musalmano Ki
Qabro Par Azaab-
e-Qabra Nahi Hota.
Miartul Manazih 3.
◆━━━━◆◐━━━━◑◆━━
━━◆◐━━━━◑
.
Huzoor Sallallahu Alahi
Wasallam ka
farman hai: Hamare
aur ahle’kitab ke rozo ke
darmiyan ka
farq sehari ka
khana hai.
Muslim.
◆━━━━◆◐━━━━◑◆━━
━━◆◐━━━━◑
.
Ramzan Me Zikre-ILAHI
Karnewala
Baqsh Dia Jata He
Aur Is Mahine Me ALLAH Se
Maangne
Wala Mehrum Nahi
Rahta.
Shoaibul Imaan, H.No:3627.
◆━━━━◆◐━━━━◑◆━━
━━◆◐━━━━◑
.
Jab RAMZAN Aata Hai
Tab Asman ke Darwaze khol
diye Jate
hai
Aur dozakh Ke Darwaze Band
Kar
diye jate hai.
SAHIH BUKHARI kitabus-Som
1/626
Hadis no 189.

As-salam-o-alaikum my selfshaheel Khan from india , Kolkatamiss Aafreen invite me to write in islamic blog i am very thankful to her. i am try to my best share with you about islam.
mm