Islamic Blog

Subah aur Sham ko RasoolAllah ﷺ Par 10 baar Durood Bhejne ki Fazilat

allah muhammed

*Bismillahirahmanirrahim* *✦ Subah aur Sham ko RasoolAllah ﷺ par 10 baar durud bhejne ki fazilat* ——————– Abu Darda Radi Allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya jo shaksh mujh par subah 10 baar aur sham ko 10 baar durud bhejega to usko Qayamat ke din meri shafaat hasil hogi. Sahi Al […]

Shaitan wo darwaza Nahi kholta jisko Bismillah padh Kar band Kiya Gaya ho

99 Names Of Allah

Bismillahirrahmanirrahim ☆. *Shaitan wo darwaza Nahi kholta jisko Bismillah padh Kar band Kiya Gaya ho * ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~ ☆. Rasool-Allah Sallallahu Alahai Wasallam ne farmaye jab tum Raat ke Waqt kutte bhokne ya Gadhay ki awaz suno toh Allah Subhanahu ki panah mango kyu ke wo aise makhluq dekhte hain Jo tum Nahi Dekhte aur Bismillah […]

Islaam Me Salaam Ki Ahmiyat

allah

Musalman Bhai se mulaqaat hone per ‘ Assalamu Alaykum” Kahiye, Jab kisi muslaman bhai se mulaqaat ho to apne talluq aur masarrat ka izhaar karne ke liye’ Assalamu Alaykum ” kahiye, Qurane Paak ki Surah Al-an’aam:Aayat 54 me he: وَإِذَا جَاءَكَ الَّذِينَ يُؤْمِنُونَ بِآيَاتِنَا فَقُلْ سَلَامٌ عَلَيْكُمْ *“Ey Nabi! Jab aapke paas woh log aaye […]

BISMILLAH KI FAZILAT

bismiallah

Hazrat Jaabir Radhi ALLAH Anhu se marwi hai ke *Rasul ALLAH Sallallahu Alaihi Wasallam* ne farmaya, “Jab aadmi apne ghar me zikr e ILAAHI *(BISMILLAH)* kar ke daakhil hota hai aur khate waqt bhi ALLAH ka zikr *’BISMILLAH’* karta hai to shaitan apne saathiyo se kehta hai ke yaha na tumhare liye khana hai aur […]

Dunya me hi Maaf karwa lo unse jispar tumne koi zulm kiya hai

allah wallpaper

Hazrat Abu Hurairah Radi Allahu anhu se rivayat hai ki *Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam* ne farmaya Jisne apne kisi bhai par zulm kiya ho to use chahiye ki is se duniya me maaf kara le kyun ki aakhirat me dinar aur diraham (Rupye / paise) nahi honge , is se pahle maaf karwa le […]

Tawaaf Sirf Allah ke liye hona Chaiye

allah wallpaper4

Humne Ibrahim Aalaihi – salaam aur Ismail Aalaihi-salaam se wadah liya ke tum mere ghar ko Tawaaf karne walon aur Aitekaaf karne walon aur Ruku Sujood karne walon ke liye paak saaf rakho. { Al-Quraan, Surah-No- 02, Surah-Tul-Baqra, Aayat-No : 125 } Abu-Huraira {Radi Allahu ‘Anhu} se rivayat hai ki *Rasool-Allah Sallallahu Alaihe Wasallam* ne […]

Hadith: ( jo rozedar ho) wo fahash (buri) aur jahalat ki batein na kare

*Bismillahirrahmanirrahim* ✦ *Hadith: ( jo rozedar ho) wo fahash (buri) aur jahalat ki batein na kare* ——— ✦ Rasool-Allah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya Roza dojakh se bachne ke liye ek dhaal hai isliye ( jo rozedar ho) wo na to biwi se hambistari karey aur na fahash (buri) aur jahalat ki batein kare aur […]

Sehri Khaane ki Ahmiyat aur Fazeelat

*Bismillahirrahmanirraheem* *Sehri Khaane ki Ahmiyat aur Fazeelat* ———————————- ✦:Rasool-Allah Sallallahu Alahai Wasallam ne farmaye Sehri Khao kyu ke Sehri Mai barqat Hain Sunnan e Nisai jild 2 hadees#2151 ✦Rasool-Allah Sallallahu Alahai Wasallam ne farmaya Allah Subhanahu aur Uske Farishtein Sehri Karne walo par Rehmat bhejte Hain Al-Silsila-As-Sahiha hadees#2221 ✦Rasool-Allah Sallallahu Alahai Wasallam ne farmaya Momeen […]

Hadith: Roza Dozakh se aisee dhaal hain jaise ladaii mein tumhare pass dhal hoti hai

*Bismillahirrahmanirrahim* *Hadith: Roza Dozakh se aisee dhaal hain jaise ladaii mein tumhare pass dhal hoti hai* ———- Hazrat Uthman bin Abu Aas Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya Roza Dojakh se aisee dhal hain jaise ladaii mein tumhare pass dhal hoti hai Sunan Ibn Majah, Vol 1 , 1639-sahih ———— حضرت عثمان […]