Islamic Blog

Teen tarah ke log jinki Farz aur Nawafil iabadatien Qubul Nahi ki jati hain

*Bismillahirahmanirrahim* *Hadith: Teen tarah ke log jinki Farz aur Nawafil iabadatien Qubul Nahi ki jati hain* ————– ✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya teen Admee aise hai jinke Farz aur Nawafil Allah Subhanahu Qubul Nahi karega (Maa baap Ka) Nafarman , Ehsan Kar ke jatlane wala Taqdeer ko jhutlane wala Al-Silsila-As-Sahiha 1032 —— رسول […]

Ramadan Hadith Quotes in Roman Urdu, Hindi, English

ramzan mubarak wishes

Hadees Sharif: Hazrat Muhammad Mustafa Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Farmaya, “Teen(3) Aadmiyon Ki Dua Radd Nahi Ki Jaati (1) Aadil Hukmaraan (2) Rozedaar Hatta Ke Roza Iftar Karle Aur (3) Mazloom. [Tirmizi 3598, Hadees Hasan] Hadees Sharif: Jannat Mein 8 Darwaze Hain Unme Ek Darwaze Ka Naam Raiyyan Hai, Us Darwaze Se Wahi Jannat Mein Jayega […]

Beautiful Hadees in Hindi/ Urdu

islam blog001

Hadees No 1 عَنْ عَلْقَمَةَ بْنَ وَقَّاصٍ اللَّيْثِيَّ، يَقُولُ: سَمِعْتُ عُمَرَ بْنَ الخَطَّابِ رَضِيَ اللَّهُ عَنْهُ عَلَى المِنْبَرِ قَالَ: سَمِعْتُ رَسُولَ اللَّهِ صَلَّى اللهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ يَقُولُ: «إِنَّمَا الأَعْمَالُ بِالنِّيَّاتِ، وَإِنَّمَا لِكُلِّ امْرِئٍ مَا نَوَى، فَمَنْ كَانَتْ هِجْرَتُهُ إِلَى دُنْيَا يُصِيبُهَا، أَوْ إِلَى امْرَأَةٍ يَنْكِحُهَا، فَهِجْرَتُهُ إِلَى مَا هَاجَرَ إِلَيْهِ». (صحيح البخاري: 1) Translation: Alquamah bin Waqqaas […]

इल्म के बारे में हदीस, इल्म की फजीलत

allah muhammed

इस्लाम में ज्ञान की बहुत अहमियत है। अल्लाह के रसूल हजरत मोहम्मद सल्लल्लाहो वाले वसल्लम ने फरमाया कि इल्म (Knowledge) के लिए अगर तुम्हें चीन भी जाना पड़े तो जाओ। खुद क़ुरआने करीम में हजारों ऐसी आयतें हैं जो हमें इल्म को सीखने की तरफ आमादा करती है। आइए जानते हैं इल्म की अहमियत और […]

| Sabse Bada Gunaah |

♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Bakr (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya – “Kya Mai Tumhe Sabse Bade Gunaah Ke Baare Me Khabar Na Du?” *Sahaba (RaziAllahu Anhu) Ne Arz Kiya – “Kyun Nahi, *Phir Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya – “Allah Ke Saath Shirk Karna Aur Waliden(Maa-Baap) Ki Nafarmani Karna […]

| Maan-Baap Ki Khidmat Se Mehroom Na Raho |

♥ Mafhoom-e-Hadees: Riwayat Kiya Gaya Hai Huzoor (Sallallahu Alaihay Wasallam) 3 Martaba Farmate Hai Ki, “Uski Naak Khak Aaluda Ho!!” Hazrate Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Arz Karte Hai, “Kiski Ya Rasool’Allah!! ” Huzoor (Sallallahu Alaihay Wasallam) Irshad Farmate Hai, “Uski Jisney Burhe Maan Baap Ya Unme Se Ek Ko Paya Aur Jannati Na Huwa!!!” » Sabaq : Iss Se […]