Islamic Blog

Jin logon ne Deen ( religion) ke baare mein tumse jung nahi ki

quran e kareem

BismillahirRahmannirRahim Al Quran : Jin logon ne Deen ( religion) ke baare mein tumse jung nahi ki aur na tumko tumharey gharo se nikala unke saath bhalaii aur insaf ka suluq karne se Allah tumko mana nahi karta hai , Allah to Insaaf karney walo ko pasand karta hai. Allah unhi logon se dosti karne […]

Rishtedar tumhare saath buraii kare to bhi unke saath achcha suluq karo

13445601 1561080054197792 8872315629715510159 n

BismillahirRahmannirRahim Mafhum-e-Hadith: Rishtedar tumhare saath buraii kare to bhi unke saath achcha suluq karo —————————————– Abu hurairah radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam se ek shaksh bola Ya Rasool-Allah sallallhu alaihe wasallam mere kuch Rishte wale hain main unse Ehsaan karta hun aur wo burai karte hain main Rishta (nata) […]

Yahudiyo aur nasarao ko deen ki dawat dene ka tareeqa

most beautiful allah muhammad

Bismillahirrahmanirrahim ✦ Yahudiyo aur nasarao ko deen ki dawat dene ka tareeqa ————- ✦ Ibn Abbas Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne Muadh Radi Allahu Anhu ko yemen bheja to farmaya ki main tumko ek aisee qaum ki janib bhej raha hu jo ahl e kitab hain (yani yahud […]

Mafhum-e-Hadith: Musalmaan ki madad karne ka Sawab

Beautiful Muhammad PBUH Wallpaper

Bismillahirrahmanirrahim Mafhum-e-Hadith: Musalmaan ki madad karne ka Sawab ——————– Abdullah bin umar Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya ek musalman dusrey musalman ka bhai hai ,isliye us par zulm na karey aur na zulm honey de. Jo shaksh apney bhai ki jarurat puri karey Allah taala uski jarurat puri […]

Hadith : Jo shaksh mooch ke baal na kaaatey wo hum mein se nahi hai

muhammed s.a.w

Bismillahirrahmanirrahim Hadith : Jo shaksh mooch ke baal na kaaatey wo hum mein se nahi hai Hazrat Abu Hurairah Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya paanch baatein fitrah ( yani paidayeeshi sunnat ) hain Khatna karna, naaf ke neechey ke baal hatana, baghal ke baal ukhadna , nakhun tarashna aur moonch ke […]

Mahum-e- Hadith: Apne hi waldein par laanat bhejna wala shaksh

FB IMG 14719640084374914

Bismillahirrahmanirrahim Mahum-e- Hadith: Apne hi waldein par laanat bhejna wala shaksh ———————- Abdulllah bin Umar Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah SallAllahu Alaihi Wasallam ne farmaya yakeenan kabira gunaho mein se ye bhi hai ki koi apne waldein par laanat bheje (logo ne pucha) ki Ya Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam koi shakhsh apne […]

Mafhum-e-Hadith: museebat (ya pareshani) ke waqt padhne ki dua

dua

Bismillahirrahmanirrahim ✦ Mafhum-e-Hadith: museebat (ya pareshani) ke waqt padhne ki dua ————— ✦ Allahu, Allahu Rabbi La ushrika behi shayaa ✦ Hazrat Asma bint Umays Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne mujhse farmaya ki kya main tumhe aise kalimat na sikhauu jinko tum museebat ( ya pareshani) ke waqt […]

Hadith : Abu Bakr Radi Allahu Anhu ki shan

Seven Qualities that Allah Loves

Bismillahirrahmanirrahim ✦ Hadith : Abu Bakr Radi Allahu Anhu ki shan —————- ✦ Abu hurairah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya ki jisne Allah ke raaste mein kisi cheez ka ek joda kharch kiya ( jaise ki do kapde, do jutey etc) to usko Jannat ke (ek se […]

Hadith of the day

14064120 595015900703001 8552438530017172774 n

Bismillahirrahmanirrahim Hadith : Usko har qadam par ek saal tak roze rakhne aur qayaam karne (Namaz mein khade hone) ka ajar diya jata hai ———– ✦ Aws bin Aws Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya jo shakhs juma ke din (apni biwi) ko gusal karwaye (yani uske saath […]