Islamic Blog

Assalamu Alaiqum Warahmtullahe Wabarkatuhu
Ek Dafa HUZOOR PAK (Sallallahu Alaihi Wa
Sallam) Mehfil me bethe the.
AAP (Sallallahu
Alaihi Wa Sallam) ne farmaya ki jab aap k
waldein ki Mout ho jaye to unko jab Dafnaya
jaye to un ko Dafan kar k unki Qabar k qareeb
baithkar ALLAH PAK ka zikar itni dair To Karo Jitni Dair Ek ‪#‎Oont‬ Ko Zibah Kar K Taqseem Kiya Jata Hain
Q Ki Jab Dafan Kiya Jata Hain To Maiyat Is Tarh Prishan Hoti Hain Jis Tarah Ek Admi Samadar Ki Laharon mai Doob K mar Raha Hai,
Jab Zikar Kiya Jata Hai To Maiyat Prishan Nahi Hoti Or
maiyat Bahot Khush HoTi Hain K meri Aulad Ne mera Haq adaa Kar Diya Hain.
Is Pyaari Bat Ko Itna phailaea Ki Koi Bekhabar Na rhe Allah Pak Apko Iska Azar Atta Farmaye.AMEEN
‪#‎HADEES‬:- Jab Tum Apne Bistar Par Jaao To Surah “fateha” Aur Surah “IKHLAs” Ko Padh Liya Karo To Maut K Alawa Har Cheez Se Be_Khauf Ho Jaao.
Wo Din Kareeb Hain Jab Aasman Pe Sirf Ek Sitara Hoga,
Tauba Ka Darwaza Band Kar Diya Jayega, Quraan K Haroof MiT jayengei
Soorajzameen K Bilkul Pas Aa Jayega….
#‎Aaqa_Sallallahu_Alaihe_‬ Wasallam Ne Farmaye:- #‎Ben_noor Ho Jaye Uska Chehara Jo Koi meri Hadees Sun Kar Aage Na Pahuchaye………..

I am noor aqsa from india kolkata i love the islam and rules i am professional blogger and also seo expert learn islam with us.
mm

One Response