Islamic Blog

Chahal Hadees – चैहल हदीस

Allah Muhammad

1. सुब्हा के वक़्त का सोना रिज़्क को रोकता है। 2. बात करने से पहले सलाम किया करो। 3. पाकी आधा ईमान है। 4. वजु नमाज़ की कुंजी है। 5. नमाज़ दिन का सुतून है।               6. दुवा इबादत का मग्ज़ है। 7. कुरआन की तिलावत बेहतरीन इबादत है। 8. रोटी की इज़्ज़त किया करो। […]

जहन्नम क्या है.?

islamic allah wallpaper

** जहन्नम क्या है.? ** •• ** क़िस्सा एक बुज़ुर्ग का ** •• एक मशहुर बुज़ुर्ग थें अपने सादगी के आलम में पुराने कपडे डाल कर एक तंदुर की दुकान पर गए और कहा मुझे एक रोटी दे दो। दुकानदार ने उनका हुलिया देखा तो रोटी देनेे से इंकार कर दिया और कहा यहां से […]

इस्लाम में कुफ्फार मुर्दे और मोमिन मुर्दो का फर्क

allah wallpaper4

इस्लाम में कुफ्फार मुर्दे और मोमिन मुर्दो का फर्क (अन्तर) : शेख नज्दी (मोहम्मद बिन अब्दुल वहाब), जो हम्फ्रे और लॉरेंस नामक यहूदी और ईसाई जासूस के संपर्क में था , वह न केवल सहाबा कराम (रिज्वान-अल्लाह तआला अलैहिम अज्मइन) के मकबरों को ध्वस्त कर दिया, बल्कि पवित्र रौज-ए-अकदस (ﷺ) को भी ध्वस्त करने का […]

बेवा और तलाक़ याफ्ता औरतें कहां जाएं

bewa aurat

हमारे माशरे में अक्सर ख्वातीन जिनकी तलाक़ हो जाए या उनका शौहर मर जाए तब उनको लोग 1 अजीब औरत समझने लगते हैं तलाक़ याफ्ता और बेवा होना कोई ऐब तो नहीं बस तक़दीर का फैसला है अब अक्सर देखा जाता है उनसे कोई शादी करना पसंद नहीं करता हालांके अक्सर ऐसी औरतों की उम्र […]

Haj Ke 5 Din

Photos of Madina A dreamy night view of Masjid an Nabawi Madina with full moon overhead Pictures of Madina

8 Jil Hizza – fazr ki namaz haram sharif mai padkar haj ka ayehraam bandh le aur aaj hi tawaf wa sai kar le. Ayehraam bandhne ke baad yo niyat kare – ALLAHHUMMA-INNI-URIDU-HAJJA-FAYSSIRHO-LI-WA-TAKABBL-HO-MINNI-WA-AHRAMTO-BIHI-LILLAHE-TALA.   Niyat  karne ke baad talbiya (labbayek) padhle. 8 tarikh ko johar  tak mina mai pahuchna hai. Ab chuki bhid bahut hone lagi […]

Hazrat Umar ( رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه ) ka iman Afrooz Waqia

Best Subhan Allah images

Khalifa e Sani Hazrat umar Farooq ( رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه ) nE 24 LaKh MurabBah Miles Per HaKoomat ki. – Raton ko uTh uTh Ker Paira Detay Thay, aur Logon ki ZaroRat ka Khayal RaKhtay Thay, KehTay Thay Ager Furaat K kinary eK Kutta Bhi PayaSa Marr Gaya to Kal Qayamat K Din uMar sE iSS Bary […]

Juma Namaz Ki Sunnat

juma

Shuru Allah k Naam se: Aye wo Logon jo Iman Laye hon! Juma k din Namaz ki Azan di Jaye to tum Allah k Zikr ki Taraf Doud pado Aur Kharid o Faroqt Chordo, ye Tumhare haq me Bahot hi Bahter hai Agar tum Jaante ho. Phir jub Namaz ho chuke to zameen me Phail […]

Sone se Pehle aur Baad ki Sunnat

99 Names Of Allah

Baad Isha Jald sone ki fikr karna duniya ki batena karna. 1.Sone se pehle ye dua Padhle (Allahumma bismika amutu wa ahya) Aye Allah mai Aap hi knaam k sath marta hu aur jita hun.(bukhari). 2.Ba’wazu soyen, Huzoor sallaallahu alaihi wasallam ne irshad farmaya jub tu tere bister per aaye to wazu karlen. 3.sone se […]

Majlis se Uthte waqt ki Sunnatain

allah mohammed

Hum Mukhtalif Qism ki Majlison me uthte baith te hai, kabhi khane pine k liye ghar walo ya dosto k sath Baith te hai aur is douran in se Guftagu bhi karte hai. Taleem-o-Ta’allum k douran apne hum dars sathiyo k sath baith te hai, Safar k douran Rafqaye safar k sath baith te hai, […]

Kapde Pahnne ki Sunnatain

Kapde Pahnne ki Sunnatain

Har aadmi kapde pahnta hai Agar yahi kapde Nabi sallaallahu alaihi wasallam k Tariqe per pahne jayen to sirf kapde pahnte huwe Nabi sallaallahu alaihi wasallam ki kai Sunnaton per Aml hojayega, Nabi sallaallahu alaihi wasallam ki Muhabbat ka taqaza yahi haik Aap k har aml se mohabbat paida hojaye aur hamari Zindagi Nabi sallaallahu […]