Islamic Blog

AHMED-A-MUKHTAAR

Allah Muhammad

HIQAYAT:- ********** Ek Din Huzoor SALLALLAHU-TA’AALA-ALAIHI-WASALLAM Mimber Per Jalwa Afroz Hue! Sahaba-A-Kiraam Ko Mukhatib Farmaker Irshad Farmaya, Suno! ALLAH-TA’AALA Ne Apne Ek Bande Ko Ikhtiyar De Diya Ki Wo Jabtak Chahe Duniya May Rahe Ya Wo Apne Rab Ki Mulakaat Ko Pasand Kare! Bas Us Bande Ne Apne Rab Ki Mulakaat Ko Ikhtiyar Kerliya Hain! […]

AADAAB-A-MASJID

msaw

MASJID May In AADAAB Ka Lihaaz Rakhen:- (1) Jab Masjid May Dakhil Ho To Salaam Karen Ba-shartain Ki Jo Log Wahan Maujudh Hain Zikr Wa Der’s May Mashgul Na Ho Aur Agar Wahan Koi Na Ho Ya Jo Log Hain Wo Mashgul Hain To Yeh Kahe ASSALAMU-ALAINA-MIN-RABBANA-WA-ALA-IBADILLAH-HIS-SWALIHEEN! (2) Waqt Maqrooh Na Ho To 2 Rakat […]

Neiki karte raho.

allah 1

मौलाना रूमी ने एक वाक़िया लिखा है: किसी साहब के घर रात को चोर घुस गया, साहेब-ए-ख़ाना की आँख खुली, रात की तारीकी में उठ कर इधर उधर देखा कुछ नज़र ना आया, फिर बिस्तर पर जाकर लेट गया…। चोर ने देखा कि साहेब-ए-ख़ाना सो गया है, तो वो थोड़ा सा आगे बढ़ा मगर किसी […]

Aham Nasihat.

allah 2

•»HADEES«• ************* Huzoor SALLALLAHU-TA’AALA-ALAIHI-WASALLAM Ne Farmaya Jo Shaks 5 Chizen Rokega, ALLAH-TA’AALA Usse 5 Chizen Roklega! (1)Jo Zakaat Rokega, ALLAH-TA’AALA Aafaton Se Uske Maal Ki Hifazat Ko Roklega, (2)Jo Zamin Ki Paidawar Ka 10wa Hissa Roklega, ALLAH-TA’AALA Uski Tamaam Kamayi Ki Barkat Roklega, (3)Jo Sadqa Rokega ALLAH-TA’AALA Uski Aafiyat Ko Roklega, (4)Jo Sirf Apne Nafs […]

Taqdeer.

Allah Love Beauty

☆तकदीर से लड़ाई झगड़ा और मुखालिफत न करे….!! ` ♥कौले मुबारक : हजरत अब्दुल कादीर जिलानी (रहमतुल्लाह अलैह) फरमाते है की– “(आए ईब्ने आदम!) तकदीर से लड़ाई ज्यादा और मुखालिफत न कर, वरना तु तबाह हो जाएगा, तु अल्लाह के हर काम पे राजी रह! जब दिल दुरूस्त होता तो नजर भी दुरूस्त होती है, […]

Behtareen Nasihat.

farheen images

एक अरबी हुजूर अकरम सल्लल्लाहो अलैहि व सल्लम के दरबार मे हाजिर हुआ और अ़र्ज किया या रसूलल्लाह! मै कुछ पूछना चहता हूँ! सरकार ने फरमाया कहो! अर्ज किया; मै अमीर बनना चाहता हूँ फरमाया; क़नाअत इखि्तयार करो अमीर हो जाओगे! अर्ज किया; मै सबसे बडा आलिम बनना चाहता हूँ! फरमाया; त़कवा इखितयार करो आलिम […]

DEEN WA DUNIYA

allh wallpaper

•»DEEN WA DUNIYA« ********************** HIQAYAT ********* Ek Roz Huzoor SALLALLAHU-TA’AALA-ALAIHI-WASALLAM Ke Paas Ek Shaks Aaya, Arz Karne Laga! Ya Rasoolallah! SALLALLAHU-TA’AALA-ALAIHI-WASALLAM Main Deen Wa Duniya Ki Behtari Keliye Aapse Puchna Chahta Hoon! , Huzoor SALLALLAHU-TA’AALA-ALAIHI-WASALLAM Ne Farmaya Puchlo Jo Puchna Hain! , Usne Arz Kiya, Ya Rasoolallah! Main Chahta Hoon Ki Sabse Zyada Jaanne Wala […]

Wuzu Kar ke Soye Farishton ki Duaen Le

bistar

Ibn ‘Abbas RadiyAllahu Anhu reported that Allah’s Messenger (Sallallahu Alaihi Wasallam) said: “Purify these bodies and Allah will purify you, for there is no slave who goes to sleep in a state of purity but an Angel spends the night with him, and every time he turns over, [the Angel] says, ‘O Allah! Forgive Your […]

MAA-BAAP Ke 13 HAQ (adhikaar) Hain

muslim family

MAA-BAAP Ke 13 HAQ (adhikaar) Hain, . In Mein Se 7 Maa Baap Ki Hayaati (zinda rahte) Ke Hain or Wo Yeh Hain. . 1. Maa-baap ki izzat karna, unse kabhi badtamizi na karna, gusse se ya zor se na bolna. . 2. Maa-baap se mohabbat rakhna, is baat ka khayaal rakhna ki hamari kisi […]

Kisi Ke Hashr Ka Daawaa Karne Se Parhez Kiya Karo

allah beautiful wallpaper

» Hadees : Hazrate Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya – Bani Israeel Me Do Shakhs They Inme Se Ek Tou Gunaahgar Tha Aur Dusra Ibadat Me Koshish Karney Wala Tha, Ibadat Ki Koshish Karne Wala Hamesha Dusre Shakhs Ko Gunaah Karta Hua Hi Dekhta Tha Aur […]