Islamic Blog

” KABAR MEI AAG KE SHOOLE ”
(Must Read)
Ek shakhs ki behen ki maut hogayi, Jab Usse
dafan karke lauta tho yaad aaya ki rakam ki theli
tho kabar mei hi ghir gayi hai chunanche wo
aapni behen ki kabar par aaya aur us ko khooda
tho taki theli nikale, Usne dekha ki behen ki
kabar mei aag ke shohole badakh rahe hai,
Chunanche usne thu-ju kabar par mitthi daali aur
ghum-geen roota huwa maa ke pass aaya aur
pucha. Pyari ammi jaan.!
Meri behen ke aamal kaise the.?
Wo boli beta kyu puchte ho.?
Arz kiya,meine aapni behen ke kabar mei aag ke
shohole bhadakhte dekhe hai. Ye sunkar maa
bhi roone lagi aur kaha.
Afsos.!
Teri behen NAMAZ mei susti kiya karti thi,aur
Namaz be-waqt padhti thi, (yani namaz qaza kar
ke padhti thi).
[ MAKASIFATUL-QULUB SAFA:189 DARUL-
QUTBUL-ILMIYA BAIRUT ]
AYE ASHIQON ! KYUN ISHQ KA IZHAR AMAL SE
NAHI HOTA ??
Aaj Ke Bad Kabi Ek Waqt Ki Namaz Jan Buz Kar
Nahi chhorenge. Karte ho Ahad (Ya fir Azab
Bardast karne ke liye capable ho) ??
Say: In Shaa Allah
( Kisiko Zabardasti nahi hai, Jo Sachaa
Aqshiqerasool Namazi banne ka ahad karte hon
wahi Kahe. )

Asalam-o-alaikum , Hi i am noor saba from Jharkhand ranchi i am very passionate about blogging and websites. i loves creating and writing blogs hope you will like my post khuda hafeez Dua me yaad rakhna.
mm