Islamic Blog

Maah e safar ke chand khaas din :

1 Safar – Yaum e Wisaal Hazrat Sayyed Haji Waaris Ali Shaah rahmatullāhi alaihi (Dewa / Uttar Pradesh);
1 Safar – Yaum e Wisaal Hazrat Maulana Ahmad Miyan Saahab Gunjmuradabadi rahmatullāhi alaihi (Gunjmuradabad, Uttar Pradesh);
3 Safar – Urs Hazrat Khwaja Daana Shaah rahmatullāhi alaihi (Surat, Gujarat);
3 Safar – Yaum e Wisaal Hazrat Maulana Mufti Shaah Mahmood Jaan rahmatullāhi alaihi (Jamjodhpur / Gujarat);
3 Safar – Yaum e Wisaal Hazrat Shaah Ghulaam Mohammad Soofi rahmatullāhi alaihi (Durban / South Africa);
5 Safar – Yaum e Wisaal Ummul mo’mineen Hazrate Maymoona radiy-Allāhu ta’ala anha (Saraf, Makka)
5 Safar – Yaum e Wisaal Hazrat Khwaja Ya’aqoob Charkhi rahmatullāhi alaihi (Dushanbe, Tajkistan);
5 Safar – Yaum e Wisaal Hazrat Hasanain Raza Khan rahmatullāhi alaihi (Bareilly, Uttar Pradesh);
6 Safar – Yaum e Wisaal Hazrat Maulana Shreef-ul-Haq Amjadi rahmatullāhi alaihi;
6 Safar – Yaum e Wisaal Hazrat Sayyed Abdullāh Shaah Qadri urfe Bulleh Shaah Baaba rahmatullāhi alaihi (Kasur / Pakistan);
6 Safar – Yaum e Wisaal Hazrat Khwaja Mutmaeen Shaah rahmatullāhi alaihi (Taunsa / Pakistan);
7 Safar – Yaum e Wisaal Hazrat Khawaja Muhammad Sulaimaan Tounswi Chishti rahmatullahi alaihi (Taunsa / Pakistan);
7 Safar – Yaum e Wisaal Hazrat Shaikh Baha-ud-deen Zakariya Multani rahmatullāhi alaihi (Multan / Pakistan);
8 Safar – Yaum e Wisaal Hazrat Abdur Razzaaq Wilaayat Ali urfe Deewaana Shaah rahmatullāhi alaihi (Kapasan, Rajasthan);
8 Safar – Yaum e Wisaal Hazrat Maulana Sayyed Liaqat Ali Shaah Razawi rahmatullāhi alaihi;
9 Safar – Yaum e Wisaal Hazrat Abdullāh ibn Zubair radiy-Allāhu ta’ala anhu (Makka mukarrama);
9 Safar – Yaum e Wisaal Hazrat Khwaja Abul Ula Naqshbandi rahmatullāhi alaihi (Agra, Uttar Pradesh);
10 Safar – Yaum e Wisaal Ummul mo’mineen Hazrate Juwairiya radi-Allāhu ta’ala anha (Madeena munawwara);
10 Safar – Yaum e Wisaal Hazrat Zun-Noon al-Misri Rahmatullāhi alaihi (Cairo / Egypt);
11 Safar – Yaum e Wisaal Hazrat Salmaan Faarsi radiy-Allāhu ta’ala anhu (Madain / Iraq);
11 Safar – Yaum e Wisaal Hazrat Mufasseer e aazam Ibrāheem Raza Jeelaani Miyan rahmatullāhi alaihi (Bareilly, Uttar Pradesh);
11 Safar – Yaum e Wisaal Hazrat Ghulaam Ali Ashrafi Okarvi rahmatullāhi alaihi;
12 Safar – Yaum e Wisaal Hazrat Allama Fazl-e-Haq Khairabadi rahmatullāhi alaihi (Port Blair, Andaman);
12 Safar – Yaum e Wisaal Hazrat Shaah Abdul Lateef Bhittai rahmatullāhi alaihi (Bhit Shah, Sindh / Pakistan);
13 Safar – Yaum e Wisaal Hazrat Imaam Nasa’i rahmatullāhi alaihi (Makka mukarrama);
14 Safar – Yaum e Wisaal Hazrat Maalik bin Deenaar radiy-Allāhu ta’ala anhu (Kasaragod, Kerala);
14 Safar – Yaum e Wisaal Hazrat Maulana Shahaab-ud-deen Urfe Anees ur Rahmān rahmatullāhi alaihi (Jabalpur, Madhya Pradesh);
15 Safar – Yaum e Wisaal Hazrat Shaah Ahmad ibn Ja’afar Shirazi rahmatullāhi alaihi (Ahmedabad, Gujarat);
17 Safar – Yaum e Wisaal Hazrat Shaah Ali Ji Gaamdhani Rifai rahmatullāhi alaihi (Ahmedabad, Gujarat);
18 Safar – Yaum e Wisaal Hazrat Daata Ganj Bakhsh rahmatullāhi alaihi (Lahore / Pakistan);
19 Safar – Yaum e Wisaal Hazrat Meer Sayyed Ahmad rahmatullāhi alaihi (Kalpi, Uttar Pradesh);
19 Safar – Yaum e Wisaal Hazrat Tawakkal Mastaan Shaah Suharwardi rahmatullāhi alaihi (Bangalore, Karnataka);
22 Safar – Yaum e Wisaal Hazrat Khwaja Mahmood Raajan Chishti rahmatullāhi alaihi (Patan, Gujarat);
22 Safar – Yaum e Wisaal Hazrat Khwaja Shaah Ghulaam Ali Dehlwi Naqshbandi Mujaddidi rahmatullāhi alaihi (Delhi);
22 Safar – Yaum e Wisaal Hazrat Sayyed Riyaaz-ud-deen Raajwali Naqshbandi al-Khurasani rahmatullāhi alaihi (Una, Gujarat);
23 Safar – Yaum e Wisaal Hazrat Khwaja Abul Qaasim Gurgani rahmatullāhi alaihi (Gurgan / Iran);
23 Safar – Yaum e Wisaal Hazrat Shaah Meena rahmatullāhi alaihi (Lucknow, Uttar Pradesh);
23 Safar – Yaum e Wisaal Hazrat Sultaan Mahmood Ghaznawi rahmatullāhi alaihi (Ghazna / Afghanistan);
24 Safar – Yaum e Wisaal Hazrat Khwaja Shams-ud-deen Sialwi rahmatullāhi alaihi (Sial, Punjab / Pakistan);
24 Safar – Yaum e Wisaal Hazrat Allama Abdul Hakeem Sialkoti rahmatullāhi alaihi (Sialkot / Pakistan);
25 Safar – Yaum e Wisaal Aa’la Hazrat Imaam Ahmad Raza Khan rahmatullāhi alaihi (Bareilly, Uttar Pradesh);
26 Safar – Yaum e Wisaal Hazrat Meer Sayyed Hasan Jeelaani rahmatullāhi alaihi (Baghdad / Iraq);
26 Safar – Yaum e Wisaal Hazrat Khwaja Muhammad Ilm-ud-deen Chishti rahmatullāhi alaihi (Patan, Gujarat);
27 Safar – Yaum e Wisaal Hazrat Khwaja Abdul Waahid bin Zaid rahmatullāhi alaihi (Basra / Iraq);
27 Safar – Yaum e Wisaal Hazrat Salaah-ud-deen Ayyubi rahmatullāhi alaihi (Damascus / Syria);
27 Safar – Yaum e Wisaal Hazrat Imaam Badr-ud-deen Aini rahmatullāhi alaihi (Cairo / Egypt);
28 Safar – Yaum e Wisaal Hazrat Imaam Hasan al-Mujtaba rahmatullāhi alaihi (Madeena munawwara);
28 Safar – Yaum e Wisaal Hazrat Imaam Ali al-Riza rahmatullāhi alaihi (Mash’had / Iran);
28 Safar – Yaum e Wisaal Hazrat Mujaddid e Alfe saani Imaam Shaikh Ahmad Sirhindi rahmatullāhi alaihi (Sirhind, Punjab);
29 Safar – Yaum e Wisaal Hazrat Peer Maher Ali Shaah Golarhwi rahmatullāhi alaihi (Golra / Pakistan);
29 Safar – Yaum e Wisaal Hazrat Imaam Yahya al-Nawawi rahmatullāhi alaihi (Nawa / Syria);
30 Safar – Yaum e Wisaal Hazrat Imaam Muhammad Hakeem Nishapuri rahmatullāhi alaihi.

********
2666 Awaam me ye galat fehmi hai ke is mahine me koi achha kaam nahi karna chahiye, shaadi nahi karni chaahiye aur kisi se rishte ki baat nahi karni chahiye, naya kaarobaar shuru nahi karna chahiye aur koi nayi cheez bhi nahi kharidni chaahiye. Ye sab jahaalat hai.
Is mahine ko bura ya manhoos maanna ye Jahaalat hai.

2666 Aashiqaan e Mustafa ko chahiye ke Maah e Safar ko zyada se zyada Ibaadat e ilāhi me guzaren.

Is mahine ke ibtidai 13 dino me Surah al-Taghaabun ki tilaawat karen.
Aur Ya Allāhu Ya Baasitu Ya Hafeezu ka Zikr (Wird) kasrat se karen.
Aur jab faarigh ho to zyada se zyada waqt Zirk o Durood aur Astaghfaar padhne me guzaren.

Namaaz e Isha’ ke baad 2 rak’at Nafl namaaz Husoole Khair o barkat ki niyyat se padhen.
Phir Surah al-Falaq aur Surah al-Naas padhen.
Aur Apne liye aur Tamaam Ummat e Mustafa ke liye Dua e khair karen.
Aur Shaitaan ke makr o fareb se aur Kaafiro aur Munaafiqo ke shar se aur Zaalimo aur Haasido ke shar se hifazat ke liye aur tamaam pareshaniyo aur beemaariyo se najaat ke liye Dua karen.

********
ALLĀH ta’ala is Maahe mubarak me us ke Habeeb sallallāhu alaihi wasallam ke sadqe me aur tamaam Auliya Allāh ke waseele se
Sab ko mukammal ishq e Rasool ata farmae aur Sab ko hidaayat ata farmae aur Sab ke Eimaan ki hifaazat farmae aur Sahi tareeqe se zyada ibaadat karne ki taufiq ata farmae aur Hamare nek amal qubool farmae aur In buzurgaan e deen ko isaal e sawaab karne ki taufiq ata farmae aur Islaam ka bolbala ata farmae.
Aur Sab ko dunya wa aakhirat me kaamyaabi aur izzat ata farmae aur Sab ki nek jaa’iz muraado ko puri farmae.
Aur in baato ko yaad rakhkar us par amal karne ki aur dusro ko bataane ki taufiq ata farmae.
Aameen.

Asalam-o-alaikum , Hi i am noor saba from Jharkhand ranchi i am very passionate about blogging and websites. i loves creating and writing blogs hope you will like my post khuda hafeez Dua me yaad rakhna.
mm