Islamic Blog

MOHARRAM-UL-HARAM WAQIYA PART 29

karbala

Maidaan-A-karbala me jab HAZRAT IMAM HUSSAIN RADI ALLAHU TA`ALA ANHU ke jumla ahbab wa aqrab jame shahadat nosh farma chuke to aapke sath sirf aapke 3 sahabzaado ke koi na bacha. ye 3 sahabzaade HAZRAT ALI AKBAR,HAZRAT ALI ASGAR AUR IMAM ZAINUL ABDEEN RADI ALLAHU TA`ALA ANHUM the. HAZRAT IMAM ZAINUL ABDEEN to bimaar the […]

MOHARRAM-UL-HARAM WAQIYA PART 28

MOHARRAM UL HARAM WAQIYA

Maidan-A-karbala me HAZRAT IMAM HUSSAIN RADI ALLAHU TA`ALA ANHU ke dost Ahbab, bhatije aur bhanje shaheed ho gye to HAZRAT ABBAS RADI ALLAHU TA`ALA ANHU khidmat-a-IMAM me hazir hue aur kaha ki ab mujhe maidaan me jane ki ijazat dijiye. ab to had ho gyi hai. in zalimo ne hamare sab aziz shaheed kar diye […]

MOHARRAM-UL-HARAM WAQIYA PART 27

Karbala

HAZRAT HURR RADI ALLAHU TA`ALA ANHU yazeedi lashkar se nikalkar HUSSAINI lashkar me aa gye. is tarah unhone apne aapko aag se bachakar jannat khareed li thi.aap bahut bade bahadur aur diler the.ibn-a-saad ke lashkar ke aap sipasalaar the.ibn-a-saad ne jab unhe HUSSAINI lashkar me milte hue dekha to wo bahut ghabraya aur safwaan se […]

MOHARRAM-UL-HARAM WAQIYA PART 26

Wiladat E Aala Hazrat

HAZRAT IMAM HUSSAIN RADI ALLAHU TA`ALA ANHU ke jab sab yaar wa wafadaar rafiq wa ja nisaar shaheed ho gye to HAZRAT ki sagi aur bewa bahen HAZRAT ZAINAB RADI ALLAHU TA`ALA ANHA ke do yateem sahab zaade HAZRAT AON aur HAZRAT MUHAMMAD MA aur MAMU ki ijazat lekar ghodo ko daodate hue naar-a-TAQBEER buland […]

Yazeed ki haqeeqat

ya sajjad wide

(1) Hadees e Nabawi : Hazrat Abu Darda radiy-Allāhu ta’ala anhu se riwaayat hai ki Huzoor Rasool-Allāh sallallāhu alaihi wa sallam ne farmaaya ا و ل من یبد ل سنتی ر جل من بنی ا میۃ یقا ل لہ یز ید Meri sunnat ko badalne waala pehla shakhs Banu Umayya me se hoga jis ka […]

MOHARRAM-UL-HARAM WAQIYA PART 25

Hazrat Bibi Syeda Zainab

HAZRAT HURR RADI ALLAHU TA`ALA ANHU yazeedi lashkar se nikalkar HUSSAINI lashkar me aa gye. is tarah unhone apne aapko aag se bachakar jannat khareed li thi.aap bahut bade bahadur aur diler the.ibn-a-saad ke lashkar ke aap sipasalaar the.ibn-a-saad ne jab unhe HUSSAINI lashkar me milte hue dekha to wo bahut ghabraya aur safwaan se […]

FAZAIL-A-MOHARRAM

Karbala

FAZAIL-A-MOHARRAM(Shab Aashora aur Youm E Ashoora Ke Din Ke Nafil Namazen) ================================================== 1. Aashora ki shab 4 Rakat NAMAZ 2 Salam se padhe her Rakat me baad SURAH FATIHA ke AYATAL KURSI 3-3 dafa SURAH IKHLAAS 10-10 dafa padhe Baad SALAAM ke SURAH IKHLAAS 100 Martaba padh kar apne Gunaho ki Taoba kare. aur ALLAH […]

MOHARRAM-UL-HARAM WAQIYA PART 24

10th Muharram

HAZRAT HURR ka zikr paihle guzra hai. aapne padha ke HAZRAT HURR RADI ALLAHU TA`ALA ANHU marde saeed aur khushnaseeb the. lashkar ibn-a-saad me HAZRAT IMAM HUSSAIN RADI ALLAHU TA`ALA ANHU ke sath ladne aye the magar unki taqdeer me kuch aur hi likha tha. HAZRAT IMAM ALI MAKAM RADI ALLAHU TA`ALA ANHU ke ashaab […]

MOHARRAM-UL-HARAM WAQIYA PART 23

Wiladat E Aala Hazrat 1

yazidiyo ne jab her tarah se HAZRAT IMAM HUSSAIN RADI ALLAHU TA`ALA ANHU se ladna hi chaha to HAZRAT IMAM HUSSAIN RADI ALLAHU TA`ALA ANHU bhi AMAMA-A-RASOOL bandhkar ZULFIKARE HAIDARE KARAR(HAZRAT ALI RADI ALLAHU TA`ALA ANHU ki talwaar) hath me lekar aur ghode per sawaar hokar maidaan me tashreef le aye.ibn-a-saad ke lashkar ke kareeb […]

MOHARRAM-UL-HARAM WAQIYA PART 22

Imam ALI

Moharram ki 10 wi tareekh ko HAZRAT IMAM ALI MAKAM ne jo kheme ke gird khandak khudwa rakkhi thi. wo lakdiyo se bharwakar usme aag raoshan kar di taaki haram shabkhu(chapa marna) wagairah se mahfooz rahe aur dushman kheme tak na pahuch sake. ek yazeedi bedeen ne aag raoshan dekhkar kaha.A HUSSAIN aatishe dozakh se […]