Islamic Blog

BA-HAYA AURAT

cute mustlime couple27

HADEES:- ********* Huzoor SALLALLAHU-TA’AALA-ALAIHI-WASALLAM Ke Zamane May Ek Jaahil Aurat Badi Badh-Zubaan Thi! Mardon Se Ladti-Zhagadti Rehti Aur Bahoat Be-Hayayi Ki Baatain Kiya Karti Thi! Ek Roz Huzoor SALLALLAHU-TA’AALA-ALAIHI-WASALLAM Ke Paas Se Guzri Jabki Huzoor Khana Tanawal Farma Rahe The! Usne Arz Ki, Ya Rasoolallah! Mujhe Bhi Apne Khane Se Kuch Ata Farmayiye Taaki Main […]

JANNATI AURAT KI PEHCHAAN

dua

HADEES:- ********* Hadees Pak May Hain Ki Nabi-A-Karim SALLALLAHU-TA’AALA-ALAIHI-WASALLAM Ne Irshad Farmaya Ki Tumeh Jannati Aurat Ke Baare May Na Bataoun? To Sahaba Ne Arz Kiya, Aye ALLAH Ke Nabi Zaroor Batayen! To Nabi-A-Karim SALLALLAHU-TA’AALA-ALAIHI-WASALLAM Ne Farmaya Ki Har Wo Aurat Jo Shoher Se Bahoat Mohabbat Karne Wali, Zyada Bacche Janne (Paida Karne) Wali, Jab […]

Shouhar Or Biwi ki Mohabbat

cute child

Shouhar Or Biwi ki Mohabbat ka Sabse keemti Sarmaya Woh Aulaad hai, Jo har NAMAZ ke baad yeh duwah kare ki YA ALLAH Mere walidain(Maa-Baap) ko baksh de. . HADEES PAAK Abu Huraiyrah(Radi Allahu Ta’ala Anhu) se rivayat hai ki Huzur sallallaho alahi wasallam ne farmaya: “Jab kisi Insaan ka Auda(promotion) Jannat Mein bada diya […]

Aurat Apne Shohar ke liye Banao Singhar Kare!

cute mustlime couple29

Urdu Translation: RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam se Arz kiya gaya Ya RasoolAllah! Behtareen Aourat konsi hai? Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne Irshad Farmaya: Behtareen Aourat wo hai ke: ❶ Jab us ki taraf us ka Shohar dekhe to wo Shohar ko khush karde. ❷ Jab wo use kisi baat ka hukum de to Shohar ki […]

Pious Woman is Half of Deen

cute mustlime couple27

Rasul Allah (sal Allahu alaihi wa sallam) said: “Whoever Allah blesses with a pious woman has in fact been helped by Allah with half his Deen. So he should fear Allah (struggle to achieve) regarding the other half as well.” [Majma Az-Zawa’id by Imam Al-Haythami: Kanz-ul-Ammal]   This hadith informs us of the importance of […]

Quran aur Hadees ki roshni me Parde ka Hukum

Muslim Bride

Daleel aur hikmat be-libasi mana hai. Aye Adam ki Aulaad! Hum ne tumahray liye libaas paida kiya hai jo tumahre qabil e parda badan ko chupata hai.Aur Taqwe ka Libas sabse badh kar hai. [Surah Aara’f 7:26] Ayai Nabi(SAW) apni biwiyoo,aur apni baaitiyoo ko aur mominoo ki auratoo ko ferma dain keh woh apne oper […]

Behtareen Biwi Aur Behtareen Shohar Ki Pehchan

cute mustlime couple

♥ Behtareen Biwi ♥ • Jo Apne Shohar Ki Farmabardari Aur Khidmat Guzari Ko Apna Farz-e-Azeem Samjhe. • Jo Apne Shohar Ke Tamam Huqooq Ada Karne Me Kotahi Na Karen. • Jo Apne Shohar Ki Khubiyon Per Nazar Rakhe Aur Uss Ke Aib Aur Khamiyon Ko Nazar-Andaz Karti Rahe. • Jo Khud Takleef Utha Kar […]

“Man can marry four – why not women marry four?”

bride

Question “Islam gives man permission to marry four wives. Why can’t a woman have four husbands? Answer Al Hamdulilah, was-salat was-salam ala rasulullah. Allahu ‘Alim. (It is Allah who has All Knowledge) Rights and Limits First of all, it is important for us to keep in mind that Islam came to establish two very important […]

Is Family Planning allowed in Islam?

muslim couple

The question of family planning and birth control was discussed in detail by the Majma al-Fiqh al-Islami. They had twenty three scholars research this topic and present their findings on this matter. The participants involved represented many different trends and schools of thought. Among the participants were Muhammad Ali al-Baar, Ali al-Salus, Muhammad Sa’id Ramadan […]

SHAUHAR(HUSBAND) AUR BIWI(WIFE) KE HUQOOQ

muslim husband wife

Bismillahirrahmanirrahim SHOHAR KE HUQOOQ 1- allah ki nafarmani ke elawa aurat mard ki har baat me uski farmabardari kare allah ka irshad hai: fa-inna a-ta-nakum fa-la tab-ghu alai-hinna sabeela trans: “agar wah tumhara kaha maan le toh phir un par koi raasta na talaash karo” rasoollullah(sws) ka farmaan hai: ” jab mard apni aurat ko apne bistar par […]