Islamic Blog

Namaz me jo aap padhte ho us ka tarjuma kya hai
samjh lo samjh k padhoge to aap ko namaz padhne
me pata chalega aap kya padh rahe ho
……………………….. ..
* SANA:-
Subhanaka Allahumma Wa Bihamdika Wa
tabarakasmuka Wat’ala Jadduka Walaa ilaha
Gairuka.

* TARJUMA:-
Aye Allah ! Mein Teri Paaki Bayan karta hu aur
Teri Taarif Karta hu aur Tera Naam Barkatwala
Hain, Buland Hain Teri Shan, aur Nahi Hain
Tere Siva Koyi.

* RUKU ME:-
Subhana Rabbiyal Azim

* TARJUMA:-
Paak he mera Rab Azmat wala.

* RUKU SE UTHTE WAQT:-
SamiAllahu Liman Hamida.
Rabbana Lakal Hamd.

* TARJUMA:-
Allah ne uski sunn li jisne uski taarif ki.
Aye hamare Rab, tere hi liye tamam taarife he.

* SAJDE ME:-
Subhana Rabbiyal A’ala.

* TARJUMA:-
Paak he mera Rab Badi Shan wala.

Iss tarjume ko aage bheje taaki na jaanne
wale ko b Tarjuma Pata chal jaye.

Ya ALLAH TA’ALA is sms ko aage bhejne
wale ki har mushkilaqlt dur kr De, Ameen

Aafreen Seikh is an Software Engineering graduate from India,Kolkata i am professional blogger loves creating and writing blogs about islam.
Aafreen Seikh
Latest posts by Aafreen Seikh (see all)