Islamic Blog

(1). Har Namaz Pichli Namaz Ke Baad Hone Wale Gunah Mita Deti Hain. – (Tanbihul Gafileen)∗
(2). Namaz Se Gunaah Dhulte Hain. – (Ibne Maja)∗
(3). Namazi Ke Liye Jannat Ke Darwaze Khol Diye Jate Hain. – (Tabrani)∗
(4). Namaz Imaan Ki Alamat Hain. – (Munyatul Musalli)∗
(5). Namaz Se Rozi (income) Me Barkat Hoti Hain. – (Tanbihul Gafileen)∗
(6). Namaz Ki Toufiq Milna Allah Ta’ala Ka Aehsan Hain. –(Mukashftul Quloob)∗
(7). Namaz Padhkar Wahi Bethe Rahe To Firishte Dua-e-Magfirat Karte Hain.(Abu Daud)∗
(8). Namaz Padhne Wale Par Nekiyo Ki Barish Hoti Rahti Hain. – (Ehyaul Uloom)∗
(9). Namaz Behtereen Ibadat Hain. – (Delmi)∗
(10). Har Hissa-E-Zamin Tamanna Karta Hai Ki Kaash! Mujh Par Koi Namaz Padhe. – (Tabrani)∗
(11). Namaz Buraiyo Aur Bimariyo Se Bachati Hain. – (Tazqiratul Wayezeen)∗
(12). Namaz Padhne Wale Ke Gunaah Muaf Ho Jate Hain. – (Mishkat Sharif)∗
(13). Ek Namaz Dusri Namaz Tak Ke Gunaaho Ka Kaffara Hain. (Tanbihul Gafileen)∗
(14). Namazi Ke Gunaah Iss Tarah Jhadte Hain Jis Tarah Khiza Me Darkht Ke Patte

To dosto, aaj se pakka irada karo, namaz zaruru padhenge. inshaallah. Allah hum sabko pakka namazi bana de.

I am noor aqsa from india kolkata i love the islam and rules i am professional blogger and also seo expert learn islam with us.
mm