Islamic Blog

*Assalamu Alaikum*
Dosto – Sahaba kram (r.a.a) me se, koi bhi – kabhi Be khwabi ka Shikaar Nahi Huwa
Wajha – Unka, *AAP* sal lal Laho alaihe wasallam ki SUNNAT per AmaL karna tha
AAP (s.a.w) Hamesha Daye Jaanib Hi Aaram Farmate the
Dosto – is bare me Science ye Batati Hai > ki- insaan ka DIL (Heart) Jo Hai- wo- Baye (Left) side Hota Hai – Aur Ager Baye Karwat Leta Jaye – to- Meda aur Aanto ka Bojh DiL per Padta Hai – Jiski Wajha se DIL ka Dauran (Blood circu Lation) aur DIL ki Harkat me Kami Paida Ho Jati Hai
Aur- is Baare me- Docters ne Tajurba bhi kiya – ki, HospitaL me – Jin Mareezo ko Daye Karwat Sulaya gya – Wo Mareez Jald “Sehat yaab” Ho gaye
Aur- Jin Mareezo ko Baye Karwat Sone diya gya – Wo Mareez Bechain Hi Rahe
Dosto- Sciencey Resurch Batati Hai > ki- Daye Taraf Sona DIL aur Meda ke Marz se Bachata Hai – Hatta ki – KOMA se bhi Mahfooz Rakhta Hai
Aur- Baye taraf Sone se Bahut Guflat ki Neend Aati Hai – Ager koi Sote me Haadsa Ho Jaye – to- Jaldi Aankh Nahi khulti
Aur- Daye Taraf- Jaldi aur Aasani se Aankh KhuL Jati Hai – aur- Bekhabri ki Neend Nahi Aati – jisse Fajir me Uthna bhi Aasan Ho Jata Hai
Dosto – Aaj- Science ne bhi Mana Hai-ki- Hamare AAQA E MADANI (s.a.w) ka Sunnat Tareeka kitna scintific Hai
ise – zyada se zyada Share kare – Taki – Doosro ko bhi Faayda Ho
*ALLAH* Hum Sabhi ko AAP (s.a.w) ki Sunnato per Chalne wala aur Sunnato ko Zinda karne wala Bana de
AAMEEN summa AAMEEN

I am noor aqsa from india kolkata i love the islam and rules i am professional blogger and also seo expert learn islam with us.
mm