Islamic Blog

Allah ki taraf se Aazmayeesh aayegi aur us waqt sabr karna

Muhammad SAW Img 3

Bismillah hir-Rahman nir-Rahim Mafhum-e-Quran : Allah ki taraf se Aazmayeesh aayegi aur us waqt sabr karna Aur hum tumhey kuch khauff aur bhook aur maalon aur jaano aur phalon (fruits) ke nuksan se jarur aazmayengey, aur sabr kaerney walon ko khushkhabri de do. Wo log ki jab unhey koi museebat aati hai to kahtey hain […]

Har jaandar ko maut ka maza chakhna hai

tumblr nbuld5giLt1qapk2qo1 500

Bismillah hir-Rahman nir-Rahim Al Quran : Har jaandar ko maut ka maza chakhna hai aur tumhey qayamat ke din purey purey badley milengey, phir jo koi dojakh se dur rakha gaya aur jannat mein dakhil hua so wo pura kaamyab hua, duniya ki zindagi to dhokey ke maal ke siwa kuch bhi nahi hai Al […]

Rishwat lene aur Rishwat deney walon par Laanat

14650450 562825533924986 2735026302593957205 n

Bismillahirrahmanirrahim Hadith: Rishwat lene aur Rishwat deney walon par  Laanat Al Quran : Ek dusre ke maal Aapas mein na najayaz taur par na khao aur unhe  Hakimo (judges) tak na pahuchao taki logon ke maal ka kuch hissa Gunaah se kha jao halanki tum jante bhi ho Al Quran,  Surah Al BaqAra (2), Verse […]

Aur khuda ke bandey to wo hain jo zameen par ahistagi se chalte hai

Astighfar

Bismillah hir-Rahman nir-Rahim Aur khuda ke bandey to wo hain jo zameen par ahistagi se chalet hain aur jab jahil log unsey guftagu kartey hain to salam kahtey hain Aur wo jo apney parwardigar ke aagey sazda karkey aur khadey rahkar raatein basar karte hain Aur jo dua maangtey rahtey hain ki Eh parwardigar dojakh […]

Apney parents ko uff bhi na kaho

madina

Bismillah hir-Rahman nir-Rahim Apney Maa baap (parents) ke saath bhalaii (neki) kartey raho aur agar tumharey samney unmein se ek ya dono budhapey ko pahunch jaye to unhey Uff bhi na kaho aur na unhey jhidako aur unsey adab se baat karo  aur unkey samney shafqat se aajazi ke saath jukey raho  aur kaho ki […]

inmein se kaunse Sahaba Radi allahu anhu ka naam Quran ki aayat mein aaya hai ?

FB IMG 14719640084374914

Sawal:  inmein se kaunse Sahaba Radi allahu anhu ka naam Quran ki aayat mein aaya hai ? Hazrat Umar Radi allahu anhu B. Hazrat Ali Radi allahu anhu C. Hazrat Abu bakr  Radi allahu anhu D. Hazrat Zaid (Bin Harith) Radi allahu anhu E. inmein se koi nahi F. Sahi jawab ka intezar hai ———————— In the Qur’an […]

Al Quran

quran 2

Bismillahirrahmanirrahim ✦ Al Quran : Beshak Allah subhanahu aur uske farishtey Nabee Sallallahu Alaihi Wasallam par durud bhejte hain, Eh imaan walo tum bhi un par durud aur salam bheja karo. Al Quran, Surah Al-Ahzab (33), Aayah 56 ✦ Hazrat Aws bin Aws radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah SallallahuAlalhi Wasallam Ne farmaya […]