Islamic Blog

Jo Farz Namaz Padhe Bagair So Jaya karta hai

allah wallpaper2

Bismillahirrahmanirrahim ✦ Hadith: Jo Farz namaz padhe bagair so jaya karta hai uska sir paththar se kuchla jayega ————- ✦ Samura bin Jundab Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne khwab bayan karte huye farmaya ki jiska sir paththar se kuchla ja raha tha wo Quran ka hafiz tha magar […]

Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam par jhoot bolney wala jahannam mein jayega

99 Names Of Allah

Bismillahirrahmanirrahim Hadith: Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam par jhoot bolney wala jahannam mein jayega Salama Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya ki jo shaksh mere naam se wo baat bayan karey jo mainey nahi ki to wo Apna thikana Jahannam mein bana le {Sahih Bukhari , Vol 1 , […]

Qadr maa baap ki agar koi jaan lega

99 Names Of Allah

BISMILLAHIR RAHMANIR RAHIM ♥♥♥ASSALAAMUALIKUM WA RAHMATHULLAHI WA BARKATAHU♥♥♥ ——————{ Qadr maa baap ki agar koi jaan lega }———————– ——————–{ Apni jannat ko duniya me hi pehchan lega }——————– **{ Maa }** Kal jab ham chote the aur koi hamari baat samajh nahi pata tha, tab aik hasti thi jo hamare tu te phoote alfaz bhi […]

Manzil par utarne ki dua aur nuqsan pahuchane wale jaanwaro se bachne ki dua

wallpaper allah 20

BismillahirRahmanirRahim ✦ Manzil par utarne ki dua aur nuqsan pahuchane wale jaanwaro se bachne ki dua ——– ✦ Khaula bint Hakim Radi allahu anha se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya jo shaksh kisi manzil par utre phir kahe Aauzu bi kalimaatillaa-hittammaati Min Sharri Ma khalaq Panah mangta hu main Allah ki,Pure […]

Hadith of the day

14064120 595015900703001 8552438530017172774 n

Bismillahirrahmanirrahim Hadith : Usko har qadam par ek saal tak roze rakhne aur qayaam karne (Namaz mein khade hone) ka ajar diya jata hai ———– ✦ Aws bin Aws Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya jo shakhs juma ke din (apni biwi) ko gusal karwaye (yani uske saath […]