Islamic Blog

Rishwat lene aur Rishwat deney walon par Laanat

14650450 562825533924986 2735026302593957205 n

Bismillahirrahmanirrahim Hadith: Rishwat lene aur Rishwat deney walon par  Laanat Al Quran : Ek dusre ke maal Aapas mein na najayaz taur par na khao aur unhe  Hakimo (judges) tak na pahuchao taki logon ke maal ka kuch hissa Gunaah se kha jao halanki tum jante bhi ho Al Quran,  Surah Al BaqAra (2), Verse […]

Hadith: Aurton se achcha suluk karo kyunki aurat pasli se paida ki gayee hai

muslim wedding dress 005

Bismillahirrahmanirrahim Hadith: Aurton se achcha suluk karo kyunki aurat pasli se paida ki gayee hai….. Abu Hurairah Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya aurton se achcha suluk karo kyunki aurat pasli se paida ki gayee hai pasli mein bhi sabse jiyada teda upar ka hissa hota hai agar koi […]

Hadith : Gussa (anger) na kiya karo

s l225

Bismillahirrahmanirrahim Hadith : Gussa (anger) na kiya karo Abu Hurairah Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Ek shaksh ne Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam se arz kiya mujhe Aap koi naseehat farma dijiye to Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Gussa na kiya kar, usne kayee baar yahi sawal kiya aur Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam […]

Hadith: Khana khilao aur salam karo

FB IMG 14727317702200240

Bismillahirrahmanirrahim Hadith: Khana khilao aur salam karo Abdullah bin Amr Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Ek shaksh ne Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam se pucha islam mein kaunsi halat (ya baat) afzal hai Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya khana khilao aur salam karo use jise tum pahchante ho use bhi aur jise tum […]