Islamic Blog

Ramzan Ki Fazilat: Part – 6

ramzan

★8th – FAZILAT – Ramzan Ke Mahine Me Allah Har Raat Logon Ko Jahannum Se Azad Karta Hai: » Mehfum-e-Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hain Ke- “Allah Rabbul Izzat Ramzan Ki Har Raat Logon Ko Jahannum Se Aazad Karta Hai,.” – (Muslim Sharif) ….Yaani Wo Log Jo Jahannumi Aamal Kartey They Jo Burey Log […]

Ramzan Ki Fazilat: Part – 5

happy ramzan

★6th – FAZILAT – Roze Ka Azar Behisab Hai: Ek Riwayat Me Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke – » Mehfum-e-Hadees: “Roza Dozakh (Hell) Se Bachne Ke Liye Ek Dhaal Hai Isliye (Jo Rozedar Ho) Wo Na Tou Biwi Se Humbistari Karey *Aur Na Fahash (Buri) Aur Jahalat Ki Batein Kare *Aur Agar Koi […]

Ramzan Ki Fazilat: Part – 4

ramzan roza

★4th – FAZILAT – Ramzan Ka Umrah Hajj Ke Barabar Sawab Deta Hai: » Mehfum-e-Hadees Hai Ke: Hazrate Ibne Abbas (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Ek Ansari Sahabiya Se Farmaya – “Ramzan Ke Mahine Me Umrah Karna Hajj Ke Barabar Hai”. – (Sunan Nasaii, Vol2, 21 – Sahih) …. […]

Ramzan Ki Fazilat: Part – 3

ramzan mubarak 4

★ 2nd – FAZILAT – Nuzul-e-Quraan Ke Liye Iss Mahine Ka Intekhab Kiya: Iski Dusri Sabse Badi Failat Ye Hai Ke Allah Rabbul Izzat Ne Iss Mahine Ka Intekhab Apni Aakhri Kitab Qurane Majid Ko Nazil Karne Ke Liye Kiya,… …Andaza Lagaiye Kitni Aham Baat Hai Ye Ke – Allah Rabbul Izzat Ne Apna Aakhri […]