Islamic Blog

Hadith : Apne mehmaan ki ezzat karni chahiye

Astighfar

Bismillahirrahmanirrahim Hadith : Apne mehmaan ki ezzat karni chahiye Abu Shuraih  Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam  ne farmaya Jo shaksh ALLAH aur aakhirat ke din par yakeen rakhta ho use apne mehmaan ki ezzat karni chahiye , uski khatirdari bas ek din aur raat ki hai , aur mehmani […]

Hadith: Khana khilao aur salam karo

FB IMG 14727317702200240

Bismillahirrahmanirrahim Hadith: Khana khilao aur salam karo Abdullah bin Amr Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Ek shaksh ne Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam se pucha islam mein kaunsi halat (ya baat) afzal hai Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya khana khilao aur salam karo use jise tum pahchante ho use bhi aur jise tum […]

Mafhum-e-Hadith: Bachchon ko bhisalam kiya karo

tumblr nbuld5giLt1qapk2qo1 500

Bismillahirrahmanirrahim Mafhum-e-Hadith: Bachchon ko bhisalam kiya karo Anas Bin malik Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki jab wo bachhcon ke pass se guzre to unhone bachchon ko salam kiya aur kaha ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam bhi aisa hi kiya karte the (yani bachchon ko salam karte they) Sahih Bukhari, Vol 7, 6247   […]

Qabr ka Azab (Torment of the grave)

PATTHER MAY AADMI

Bismillahirrahmanirrahim Mafhum-e-Hadith : Qabr ka Azab (Torment of the grave) Ibn Abbas Radhi Allahu Anhuma se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam  do Qabron ke pass se guzre aur farmaya ki in dono qabron ke murdon par azab ho raha hai aur ye kisi bade gunaah ki wajah se azab mein giraftar nahi hain […]

Mayyat ke saath 3 cheezain jati hai aur 2 wapas aa jati hain

janaza

Bismillahirrahmanirrahim Hadith : Mayyat ke saath 3 cheezain jati hai aur 2 wapas aa jati hain Anas Bin Malik Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allahu Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya mayyat ke saath 3 cheezain chalti hain 2 wapas aa jati hai sirf ek kaam uske saath rah jata hai uske saath uske gharwale […]