Islamic Blog

Rasool’Allah(ﷺ) ne farmaya jo Shakhs poora wuzu kare aur phir kahe:*

*1f337🌷أَشْهَدُ أَنْ لَا إِلَهَ إلَّا اللهُ وَحْدَهُ لَا شَرِيكَ لَهُ، وَأَشْهَدُ أَنَّ مُحَمَّداً عَبْدُهُ وَرَسُولُه1f337🌷ُ*

“Ash-hadu “an la “ilaha “illallahu wahdahu la sharika lahu wa “ash-hadu “anna
Muhammadan ‘abduhu wa Rasuluhu.

*1f337🌷‘Main Gawaahi Deta Hu’n ke Allah Ke Siwa Koi Ma’abood Barhaq Nahi. Wo Akela Hai. Iska Koi Shareek Nahi aur Main Gawahi Deta Hu’n ke Muhammad (ﷺ) Allah ke Bande Aur Rasool Hain.’1f337🌷*
*Tou is ke liey jannat ke Aantho’n darwaze khol diey jaate hain ke jis se chaahe daakhil ho.*
1f4da📚(Muslim: al Tahaara 234)
1f4da📚Abu Dawood (al Tahaara # 170) ki ek riwayat me _is dua ko asmaan ki taraf nazar utha kar padhne ka zikar hai magar ye riwayat saheeh nahi. Is me Abu Aqeel ke chacha’zaad bhai majhool hai._

*❄Wuzu Ke Ba’ad Ye Dua Padhei’n:❄*

31 20e31⃣1f448 1f3fb👈🏻 *اللَّهُمَّ اجْعَلْنِي مِنَ التَّوَّابِينَ وَاجْعَلْنِي مِنَ الْمُتَطَهِّرِين*
[َAllahummaj ‘alni minat-tawwabina waj’alni minal-mutatahhirin.]

*1f337🌷Aye Allah! Mujhe bohot tauba kerne walon me se bana de aur mujhe paak saaf rehne walon me se bana de1f337🌷*

32 20e32⃣1f448 1f3fb👈🏻 *سُبْحَانَكَ اللَّهُمَّ وَبِحَمْدِكَ، أَشْهَدُ أَنْ لَا إِلَهَ إِلَّا أَنْتَ، أَسْتَغْفِرُكَ وَأَتُوبُ إِلَيْك*
[َSubhanaka Allahumma wa bihamdika, “ash-hadu “an la “ilaha “illa”Anta, ‘astaghfiruka wa ‘atubu ‘ilayk.]

*1f337🌷Aye Allah! Tu Apni Tamaam Tar Ta’areefat ke Saath (Har Aib Se) Paak Hai, Main Gawahi Deta Hu’n ke Tere Siwa Koi Saccha Ma’abood Nahi hai, Main Tujh se Baqshish Maa’ngta Hu’n aur Tere Huzoor Tauba Karta Hu’n.1f337🌷*
1f4da📚(Nasai A’amal al Yaum wa Laila 1)
_Ise Imaam Haakim, Haafiz Zahabi aur Ibne Hajar ne Saheeh kaha hai. (Kisi majlis ke qhatme par bhi yehi dua padhi jaati hai.)_

*❄Wuzu Ki Manghadat Duaie’n:❄*

*❣Rasool’Allah(ﷺ) ki sunnat se Wuzu ke shuru me (Bismillah) aur ba’ad me Shadatain ka padhna saabit hai.❣*
2757 Lekin ba’az log wuzu me har azu dhote waqt ek-ek dua padhte hain aur wo duae’n marwajja kutub-e-namaz me

Aafreen Seikh is an Software Engineering graduate from India,Kolkata i am professional blogger loves creating and writing blogs about islam.
Aafreen Seikh
Latest posts by Aafreen Seikh (see all)