Islamic Blog

100 Baar Durood-E-Pak Parhny Wala Nifaq-O-Dozakh Ki Aag Sy Bach Jayega:1f490💐
Huzoor-E-Akram (SallAllaho Ta’ala Alehe Wa Aalehi Wassallam) Ny Farmaya:
“Jo Mujh Par Eik Bar Durood-E-Pak Parhey, Allah Ta’ala Us Par Dus(10) Rehmatein Naazil Farmata Hai Aur Jo Mujh Par Dus(10) Bar Durood-E-Pak Parhey, Allah Ta’ala Us Par So(100) Rehmatein Naazil Farmata Hai Aur Jo Mujh Par So(100) Bar Durood-E-Pak Parhey, Allah Pak Us Ki Dono Aankhon Ky Darmian Likh Deta Hai Keh Ye Banda Nifaq Aur Dozakh Ki Aag Sy Bari Hai Aur Us Ko Qiyamat Ky Din Shaheedon Ky Sath Rakhy Ga.”
(Al-Qawl Al-Bade’e, Pg 103)(Al-Targheeb-O-Al-Tarheeb, Jild 2, Pg 495).
1f490💐Mujhe sab sata rahe hain, mera dil dukha rahe hain1f490💐
1f490💐Tumhi hausla badhana, Madani Madine Wale1f490💐
1f490💐Mere sab azeez chootay, mere yaar bhi to roothay1f490💐
1f490💐Kaheen Tum na rooth jana, Madani Madine Wale1f490💐
1f490💐MADANI MADINE WALAA ….1f490💐
1f490💐YA RASOOLULLAH SALLALAHU ALAIHI WA SALLAM MADAT

I am noor aqsa from india kolkata i love the islam and rules i am professional blogger and also seo expert learn islam with us.
mm