TAQLID ke baare me kuch HADEES

ASSALAM O ALAIKUM NABI-e-PAK Sallallahu Alayhi Wasallam ne Hazrat Abu Baqr Siddiq RaziAllahu Anhu aur Hazrat Umar RaziAllahu Anhu ki taraf ishara kar ke farmaya ki mere baad inki taqlid (iqteda) karna. (Tirmizi : jild-2, page-207) NABI-e-PAK Sallallahu Alayhi Wasallam ne farmaya : tum par laazim hai meri aur Khulafa-e- Rashd een ki sunnat par […]
Nail Polish…!!! Khawateen ke liye Aagahi

ASSALAM O ALAIKUM ●◗► Nail Polish lagate hue ye baat zahen mein rakhni chahiye, Zindagi aur Mout ka koi Bharosa nahi Agar kisi waqt bhi Mout Aajati hai to yaad Rakho wo Mitegi nahi Marne ke Baad kyun ke Hamara Jism Thanda hojata hai to koi Solution Nail Polish Remove nahi kar sakta aur Nail […]
Some may think that the beard is weird

Dear brothers. Some may think that the beard is weird. Well, I think to shave is to misbehave. If your facial hair makes them stop and stare. Grow it anyway, without a care I”It’s only sunna,” they may say. “It just doesn’t fit our style this way.” “It’s so old fashion in every way.” We’ll […]
Laughing, Talking, Joking with Non-Mehrams is not a Hijab;

Some sisters assume that since they are properly covered, its okay for them to sit around and talk, laugh, joke, etc. with the men, but thats not right, even if he is the Shaikh.Allaah says: “. . . then be not soft in speech, lest he in whose heart is a disease should be moved […]
DOZAKH KI AAG OR ANDHERA

ALLAH k rasool SallAllahu taala alaihi wassalam ne farmaya ki dozakh ko ek hazar sal tak dhonka (jalaya) gaya, to uski aag lal ho gayi , phir ek hazar saal tk dhonka gaya gaya to uski aag safed (white ) , phir ek hazar saal tak dhonka gaya gaya to uski aag kaali (black) ho […]
The difference between a Wife & Girlfriend

1- Wife completes half of our Deen. GF destroys even half the Deen .2- Wife fulfills our wishes as her dream. GF wants to fulfill her demand as a Compulsory duty. 3- Wife loves us freely without being selfish. GF pretends to love us selfishly. 4- When wife demands something & we forget to bring. […]
Maa Ki Naafarmani Ki Saza:

Ek Shaks Ki Jaankani (Rooh Kabz Hote Waqt) Ke Waqt Kalima-A-Shahadat Padhne Se Zubaan Bandh Ho Gayi ! Huzoor (صلی اللہ علیہ وسلم) Uske Paas Tashrif Le Gaye Aur Logon Se Daryaft Kiya Ki,”Kya Yeh Shaks Namaz Padhta Tha?Roze Rakhta Tha?” Kaha Gaya(Jawab),”Haan ! Aye Rasool-E-Khuda (ﺻﻠﻞ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ وسلم)!Yeh Namaz Bhi Padhta Tha Aur […]
NAMAZ KI AHMIYAT

ASSALAM O ALAIKUM Jo insan Namaz padhta hai, Uske liye Namaz Qayamat Ke din Noor, Daleel Aur najaat hogi, Aur Jo na padhe uske liye Qayamat ke din Na Noor hoga or Na Daleel Aur Na hi Najaat. Or Wo insan Qayamat K Din Fir’on Haman aur Uby bin khalf Ke Saath Hoga. Hazrat Muhammad […]
QURAN-E-MAJEED KI AYAT KA TERJUMA WO MAFHOOM

Duniya Ki Zindagi Ki Misaal Baarish Ki Tarah Hai Ki Isey Humney(Allah Ne) Asmaan Se Utara Phir Isse Sabza Nikla Jise Aadmi Aur Janwar Khatey Hain, Yahan Tak Ki Jab Zameen Sabze Se Khubsurat Aur Aarasta Ho Gayee Aur Zameen Walon Ne Khayal Kiya Ki Wo Iss Par Bilkul Qabiz Ho Chuke Hain To Uss […]
Quran Padhne Ka Sawab

ASSALAM O ALAIKUM Hazrat Muhammad (sallalaho alaihe wasallam) ne farmaya:: Jab Sahbe Quran Qayamt ke din Allah ke Darbar mein jaaega to Quran Allah se darkhwast (request) karega ki isko joda ata kariye, Allah ki taraf se us insan ko karamat ka taaj pahnaya jaega, quran phir darkhwast karega, aye mere Rab aur pahnaiye to […]