Islamic Blog

Bulbul (Nightingale) Ki Hikayat

bulbul

» Bulbul (Nightingale) Ki Hikayat « : Hazrat-e-Sulaiman (Alaihis Salam) Ke Zamane Me Ek Shakhs Ne Hazaar(1000) Dirham Me Ek Bulbul Khareedi Jo Khub Bolti Thi. Ek Din Uske Pinjre Par Tota (Parrot) Kuch Bol Kar Udd Gaya Aur Uss Bulbul Ne Bolna Chhod Diya. Uss Shakhs Ne Hazrat Ki Khidmat Me Hazir Hokar Ye […]

Azaan Ka Jawab Kaise De ?

allah mohammed

Azaan Ka Jawab Kaise De ? Jab Azaan Ho Toh Humko Uska Jawab Dena Chahiye,Aesa Karne Se Jitna Sawab Azan Dene Wale Ko Mil Raha Hai Utna Hi Humko Bhi Milega.» Azaan Ka Jawab Iss Tarah Dijiye. Azaan : Allahhu Akbar, Allahu Akbar Jawab : Allahhu Akbar, Allahu Akbar Azaan : Allahhu Akbar, Allahu Akbar […]

*Friday Reminders – Must Read and Share *

juma

Bismillahirrahmanirrahim *Friday Reminders – Must Read and Share * 1. Al Quran : Eh Imaan walon jab jumaa ke din namaz ke liye azan di jaye to Allah ke zikr ki taraf jaldi se aa jao aur kharid wa farokht chhodh do , tumhare liye yahi baat behtar hai agar tum ilm rakhte ho Al […]

Mafhom e Hadees

allh saw

<1> Mafhom e Hadees: Jhot se Bachtay Rehna, Beshak Jhot Burrai ki taraf lay jata hay aur Burrai Jahannum ki taraf lay jaye Gi, BeShak Insan Jhot Bolta Rehta hay aur Eska Aadi ho Jata hay to ALLAH kay haan Bohat Jhota Likh Dia Jata hay (Abbo Dawood, Hadees#4989, Darja: Sahi, Kitab uL Addab, Baab: […]

Sab Rishton se Badh Kar Maa ka Rishta

islam004

●◗► Maa ka Rishta Dunya ka Haseen tareen Rishta hai aur is ka koi Ne’mul badal nahi, Lehaza Shari’ate Mutahrah ne bhi Adab o Ehteram aur Ita’at o Farmanbardari mein is Rishte ko baqi rishton se Muqaddam rakha hai. Allah’s Messenger (Sallallahu Alaihi Wasallam) said: “Allah enjoins you to treat your mother’s kindly”-three times- “Allah […]

Pyaare Nabi SAW. aur budhi aurat ka Imaan lana.

allah mohammed

Madine sharif ke Ek Budi Khatun Nabi sallallahualaihiwasallam ke naam se nafrat karti thi.. Madine me islam tezi se pehel ki wajah se usne sonch liya sheher ko chord kar koi dusri jagah apna thikana banale.. Jab wo apna ghar ka saaman lekar ghar se bahar nikalne lagi, apne budhape ki waja se wo mushkil […]

Deen Duniya aur Am’aal.

allah 2

Ek aadmi ne apne bete se waseeyat karte hue kahaa – “Beta, mere marne ke baad mere pair mein ye phate hue socks (mozey) pehna dena. Meri yeh khwaahish zaroor poori karna… Baap ke marte hee gusal dekar bete ne Aalim se baap ki khwaahish batayi… Aalim ne kahaa hamare deen mein sirf kafn pehnaane […]

Allah Ta’ala ki nematei’n be-shumaar.

farheen images

Allah Taala Insaan Se Farmata Hai: Meri taraf Aa kar to Dekh Mutawajjah na Hun to Kehna… Meri Raah main Chal kar to Dekh Raa’hain na Khol dun to kehna…. *Mujh se Sawal kar K to Dekh Bakh’shish ki Hud na kar dun to Kehna.. Meray liye be-qadr ho kar to Dekh Qadr ki Hud […]

Nabi SAW. ki Sunnatei’n.

Beautiful Muhammad PBUH

Hazrat Muhammad (sallallau alyhiwasallam) ki kuch sunnate ======================= 1- Har Acche Kaam Se Pahle Bismillah Sharif Padhna. 2- Kapde Ya Joote Pahante time Pahle Sidhe Taraf Se Shuru Kare Or Utarte Waqt Ulte Taraf Se. Matlab agar joote pahan rahe ho to pahle sidhe per mein pahne phir ulte per mein aur utarte time pahle […]

Quraan-Kareem se pahle.

quran 2

☆ कुरान से पहले मुस्लिम कौन सी किताब का अनुसरण करते थे…?? ♥ सवाल : कुरान दुनिया मे आने से पहले मुस्लिम कौन सी किताब का अनुसरण करते थे…?? » जवाब : कुरआन नाजिल होने से पहले वहां चार किस्म के लोग थे – (1) यहूदी = हज़रत मूसा (अलैहीस्सलाम) के मानने वाले, इनके पास […]