Islamic Blog

Arabic Mehndi Designs

Arabic Mehndi Designs 2

Arabic Mehndi Designs There are several types of mehndi styles obtainable like Indian mehndi design, Pakistani mehndi design and Arabic mehndi designs.

Fazail-e-Quraan-e-Kareem.

quran e kareem

☆ Fazail-e-Quraan: Quraan-e-Kareem Banino Insaniyat Ke Liye Ye Sabse Badi Aur Sabse Azeem Neymat Hai ,.. Iski EK Sabse Badi Fazilat Yeh Bhi Hai Ke – “Jis Raat Ye Kitab Nazil Hui Uss Raat Ki Ibadat Ko Allah Rabbul Izzat Ne Hazaar(1000) Mahino Raato Ki Ibadat Se Afzal Karar Diya,.. ” » Jiski Gawahi Rabbul […]

Sultan Mehmood Ghaznavi Ghori

Sultan Mehmood Ghaznavi Ghori

∗ Maa Ki Be-Karaari ….. » Hiqayat : Ek Sipahi Tha Fauj Ka Jiska Naam Subkatgin Tha! Ghar Me Bahoat Tangi Thi, Uske Paas Ek Ghoda Tha Jisper Sawaar Hoker Yeh Kabhi-Kabhi Shikaar Khelne Chala Jata! Shikaar Miljata Toh Ghar Me Kuch Khana-Pina Hojata Tha! Na Milata Toh Ghar Me Faaka Hota! Ek Baar Yeh […]

Quraan-e-Kareem ko samajhna zaruri hai.

quran 1

Quran ko“Samjhe”or”Padhe” Kya Quran-e-Kareem ko ”Sirf Padhna” hi kaafi hai? Bila shuba, hamein Quran-e-Kareem ko zaroor padhna chahiye, kyunki baghair padhe hum isse kaise samajh sakte hein? Ramzaan ka mahina aata hai, aur log “tote ki tarah” Quran padhna shuru kar dete hain, Ek kekhta hai, meine Ramzaan mein 2 Quran “khatam” kiye, Dusra kehta […]

Islam ke gaddaro’n se hoshiyaar.

एक शख़्स बाज़ार में सदा लगा रहा था, गधा ले लो, पाँच सो रुपये में गधा ले लो, गधा इन्तिहाई कमज़ोर किस्म का था, वहां से बादशाह का अपने वज़ीर के साथ गुज़र हुआ, बादशाह वज़ीर के साथ गधे के पास आया और पूछा कितने का बेच रहे हो ? उसने कहा आली जहाँ! पच्चास […]

Etekaaf Mein Bethne Ka Sawab

Etekaaf Mein Bethne Ka Sawab

Ramzan ka etekaaf – Ramzan mein aakhri raato, 21vi raat se lekar chaand raat tak masjid mein rahna etekaaf kehlata hai. Iska bahut sawab hai. (1) Etekaaf mein bethne wala Allah ka mehmaan ban jata hai, socho Mezbaan agar Allah hai to apne mehmaan par kitni rahmat aur barkat farmaega. (2) Etekaaf Mein Bethna hazrat […]

Zakat Mein Kotahi Par Holnak Azab

sadqa

Urdu Translation:- Hazrat Abu Huraira RadiyAllahu se Riwayat hai ke RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam ne irshad Farmaya: Jo shaks sone ya Chandi ka Malik ho aur wo us ka Haq (zakat) ada na kare to Qayamat ke din us ke liye Aag ki Takhtiyan tayyar ki jayengi aur un ko Jahannam ki Aag mein Tapaya […]

25 Suwalat or Nabi e Kareem Sallallahu Alaihi Wassalam ke Jawabaat

allah mohammed

Q;01👉 mai ameer banna chahta hu? Ans;👉 Farmaya qana’at ikhtiyar karo ameer ho jayoge. Q;02👉 mai sabse bada aalim banna chahta hu? Ans;👉 Taqwa ikhtiyar karo aalim ban jayoge. Q;03👉 izzat wala banna chahta hu? Ans;👉 makhluq ke samne hath phailana band kardo ba izzat ban jayoge. Q;04👉 acha Aadmi banna chahta hu? Ans;👉 loago […]