Islamic Blog

QABR

ZIYARAT A QABR

HIQAYAT:- ********** Hazrat Hasan Basri Rehmatullah Ta’aala Alaihi Ek Bar Janaze Ki Namaz Padhane Lage, Jab Log Dafn Se Farig Hogaye! Qabr Durusth Ker Chuke To Aap Us Qabr Per Baitker Bahoat Roye! Fir Aapne Haazireen Se Farmaya, Ki Aye Logon! Suno Awwal Aur Aakhir Qabr Hain! Duniya Ke Aakhir Qabr Hain, Aakhirat Ke Awwal […]

TAUBA KE BARE MAY IRSHADAAT-A-NABWI

660d84f47875962114492fc61b3ae0ea

HADEES:- ********* Hazrat Ibne Abbas Radi-Allahu-Ta’aala-Anhu Se Marwi Hain Ki Huzoor SALLALLAHU-TA’AALA-ALAIHI-WASALLAM Ne Farmaya, Jab Banda Tauba Karta Hain, ALLAH-TA’AALA Uski Tauba Kubul Kerleta Hain! Muhafiz Farishte Uske Pichle Gunahon Ko Bhool Jate Hain! Uske Aaza-A-Jismaani Uski Galtiyon Ko Bhool Jate Hain, Zameen Ka Wo Tukda Jisper Usne Gunah Kiya Hain Aur Aasmaan Ka Wo […]

GEE KA MASHKIZA

Beautiful Muhammad PBUH Wallpaper

HIQAYAT:- ********** Ek Sahabiya Umme Maalik Radi-Allahu-Ta’­aala-Anha Ek Mashkize May Gee Daalker Huzoor Sarwar-A-Kaunai­n SALLALLAHU-TA’A­ALA-ALAIHI-WASA­LLAM Ki Khidmat May Pesh Kiya Karti Thi!Ek Roz Huzoor Sarwar-A-Aalam SALLALLAHU-TA’A­ALA-ALAIHI-WASA­LLAM Ne Khush Hoker Jo Nigah-A-Karam Farmayi To Mashkiza Gee Ka Chashma Bangaya! Umme Maalik Radi-Allahu-Ta’­aala-Anha Ko Jab Gee Ki Zarurat Hoti To Usi Mashkize Se Nikaal Leti!Ek Roz Umme […]

EK PATTHER KI GIRYA WA JAARI

Astighfar

HADEES:- ********* ALLAH-TA’AALA Ke Ek Nabi Ka Aise Patther Se Guzar Hua Jo Khud To Chota Tha Magar Usse Pani Bahoat Nikal Raha Tha, ALLAH-TA’AALA Ke Nabi Ko Bahoat Taajjub Hua, ALLAH-TA’AALA Ne Patther Ko Bolne Ki Takat Ata Kerdi Aur Usne Kaha Jabse Maine ALLAH-TA’AALA Ka Yeh Farmaan Suna Hain Ki-“Insaan Aur Patther Jahannam […]

Hazrat Ibrahim Alaihis salam ne Namaz Kam karane ki targheeb kyun nahi di?

wallpaper allah 20

Ek ishkaal ye paida hota hai ke Hazrat Ibrahim alaihis salam ne Namazon ki takhfeef ka sawal karne ki taraf kyun tawajjeh nahi dilai? Hazraate Akaabir ne is ke baare me farmaya hai ke Hazrat Ibrahim alaihis salaato wassalam Khaleel hain, Maqaam e Khullat ka taqaaza tasleem o raza hai, jo hukm hua maan liya, […]

MUSALMAN BEHNO KE LIYE KUCH

salwar picture design 009

1.Hazrat Abu Moosa Razi Allahu anhu se Riwayat hai k Nabi kareem Sallallah alaihi wasallam ne Irshad farmaya ke “(Ghair Mehram ko dekhne wali) Har Ankh ZAANIA hai . aur Aurat Jab KHUSHBU laga kar Kisi Majlis ke Qareeb se guzre to wo aisi aisi hai yani ZAANIA hai.” [ABU DAWOOD, TIRMIZI] 2. Hazrat Ibne […]

Allah ne doodh piti bacchi ko zabaan ataa farmya

islamic allah wallpaper

Firoan ki beti ki kangi karne wali Hazrat Musa alayhis salam par imaan la chuki thi. ek din wo kangi kar rahi thi ki kangi hath se niche gir padi. uske mooh se be-sakhta nikla Khuda ke kaafir ka bura ho. Firoan ki beti ne pucha kaun se Khuda ka tumne zikr kiya.! boli jis […]

Kuch Islamic Jankari

13731693 603958586440451 557245535381992138 n

[1] Jo Shakhs 1- Bar Subhan Allah Kehta Hai Jannat me us Ke Naam Ka 1 – Darakht laga Diya Jata Hai Kehte Hain Ke Us Darakht Ka Saya Itna Bara Hai Ke Agar Arbi Nasal Ka Ghora 500 Saal Tak Bhi Dorta Rahe Tab Bhi Us Ka Saya Khatam Nahi Hoga. ‎[2] Insaan ka Kirdaar Us […]

NOORI KHILAUNA

muhammed s.a.w

HUZUR E AQDAS SALLALLAHU ALAYHI WASALLAM KE CHACHA JAAN HAZRAT ABBAS BIN ABDUL MUTTALIB RADIYALLAHU TA’ALA ANHU FARMATE HAI KI MAINE BARGAHE RISALAT ME ARZ KI : “YA RASOOLALLAH MAINE AAP ( KE BACHPAN SHARIF AAP ) ME AISI BAAT DEKHI JO AAP KI NABUWWAT PAR DALALAT KARTI THI,AUR MERE IMAN LANE KE ASBAB ME […]

खतना इन्सान को कई बड़ी बीमारियों से बचाता है जानिए

PATTHER MAY AADMI

☆ खतना इन्सान को कई बड़ी बीमारियों से बचाता है जानिए … !! दुनियाभर में हुए शोधों ने यह साबित किया है कि खतना इंसान की कई बड़ी बीमारियों से हिफाजत करता है। इस समय खतना (सुन्नत) यूरोपीय देशों में बहस का विषय बना हुआ है। खतने को लेकर पूरी दुनिया में एक जबरदस्त बहस […]