Islamic Blog

Din Namaz Qabool Nahi Hogi

Astighfar

♥ Mahfum-e-Hadees: Hafsa (Razi’Allahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool-e-Paak (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki – “Agar Koi Musalman Kisi Majoosi (Qaahin) Ke Paas Jakar Kuch Daryaft Karta Hai Tou Uski 40 Din Ki Namaz Qubool Nahi Hoti…” – (Muslim Sharif Vol-2 Page-233 : @[156344474474186:]) Ek Aur Riwayat me Aata Hai ke – ♥ […]

जानिए! आपका बच्चा आपसे क्या चाहता है

daughter in islam

☆ जानिए! आपका बच्चा आपसे क्या चाहता है ? “आप माता-पिता बड़े “वह” हैं. छोटी गलतियों पर मुझे मारते पीटते रहते हैं बुरा भला कहते हैं दूसरों का गुस्सा भी मुझ पर निकालते हैं. – ऐसा करते हुए आप भूल जाते हैं कि आप भी कभी बच्चे थे. – मेरी इच्छा है कि आप अपने […]

Shohar Ki Na-Shukri Kufr Hai

Islamic Way of Wedding

» Mahfum-e-Hadees: Hazrate Abdullah Ibne Abbas (Razi’Allahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya – “Mujhe Dozakh Dikhai Gayi, Maine Waha Aurato Ko Jyada Paya, Wajah Ye Hai Ki Woh Kufr Karti Hai”. *Sahaba-e-Kiram Ne Arz Kiya – ‘Kya Wo Allah Ke Sath Kufr(Shirk) Karti Hai?’ *Rasool’Allah Ne Farmaya – […]

Apne Shohar Ke Siwa Dusre Mard Ka Zikr Na Kare

walima

» Mahfum-e-Hadees: Abdullah-Bin-Mas’ud (Razi’Allahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya – “Koi Aurat Kisi Aurat Se Mil Kar Apne Shohar Se Uska (Parayi Aurat Ka) Huliya Na Bayan Kare Goya Ke Wo Usey Daikh Raha Hai”. – (Sahih Bukhari : Hadith 5241) • Wajahat: Matlab Iss Baat Ka Darr Hai […]

औरत की आबरू का आदर

cute mustlime couple37

*इस्लाम के दिए हुए मानव-अधिकारों में अहम चीज़ यह है कि औरत के शील और उसकी इज़्ज़त हर हाल में आदर के योग्य है, चाहे औरत अपनी क़ौम की हो, या दुमन क़ौम की, जंगल बियाबान में मिले या फ़तह किए हुए शहर में, हमारी अपने मज़हब की हो या दूसरे मज़हब की, या उसका […]

Wo Tumhari Libaas Hai Aur Tum Unkey Libaas

cute mustlime couple29

*Allah Rabbul Izzat Quraan Me Shohar Aur Biwi Ke Rishtey Ki Misaal Bayan Karte Hue Farmata Hai – ♥ Al-Quraan: “Wo Tumhari Libaas Hai Aur Tum Unkey Libaas”. – [Surah(2) Baqrah: Ayat-187] # Hiqmat: – Libaas Insan Ki Zeenat Badhata Hai Aur Uske Aib Chupata Hai. – Isi Tarah Shohar Aur Biwi Ko Bhi Ek […]

Dikhawe Ki Qurbani Allah Ke Yaha Maqbul Nahi

Beautiful Muhammad PBUH Wallpaper

♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! “Beshaq Allah Ta’ala Ko Na Tou Tumhare Qurbani Ka Gosht Pohochta Hai Aur Naa Hi Khoon ! Magar Ha Uss Tak Tumhari Parhezgaari Pohochti Hai!” – [Surah(22) Hajj: Ayat-37] * Sabaq!!! *Aaj Humare Qurbaniyo Ka Kya Aalam Hai Beharhaal Bataney Ki Jarurat Bhi Nahi ,.. *Log Qurbani Ka Jaanwar Bhi Laatey […]

Qurbani Ka Janwar Kharid’te Waqt Kin Baato Ka Khayal Rakhe ?

Seven Qualities that Allah Loves

Qurbani Ka Jaanwar Kharid Te Waqt In 4 Chizo Aur Aankh Kaan Ka Khayal Rakhe !! 1) Mahfum-e-Hadees: Bara Bin Aazib (Razi’Allahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Se Poocha Gaya, “Kis Jaanwar Ki Qurbani Se Bachna Chaehai?” *Aap Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Fermaya – “4 Qism Ke Jaawaro Se Bachna Chahiye, […]

हज की हिकमत

hajj 2

यह बात हर मुसलमान जानता है कि हज इस्लाम की बुन्यादों में से एक है, और हज अदा करने के फज़ाईल भी लोग आम तौर पर जानते ही हैं लेकिन अक्सर मुसलमान “हज की हिकमत (Logic)” से अनजान हैं और जिस इबादत से हिकमत निकल जाती है वह इबादत एक बेजान जिस्म की तरह रह […]

क़ुरबानी की हिक़मत (Logic of Sacrifice)

islamic allah wallpaper

“कह दो कि मेरी नमाज़ मेरी क़ुरबानी ‘यानि’ मेरा जीना मेरा मरना अल्लाह के लिए है जो सब आलमों का रब है” – (कुरआन 6:162) *बकरा ईद का असल नाम “ईदुल-अज़हा” है, मुसलमानों में साल में दो ही त्यौहार मजहबी तौर पर मनाए जाते हैं एक “ईदुल फ़ित्र” और दूसरा “ईदुल अज़हा”,.. – ईदुल फ़ित्र […]