Islamic Blog

KHUSH-AQIDA YAFOOR

FB IMG 14717007118290150

HIQAYAT ********* Fateh Khaiber Ke Baad Huzoor SALLALLAHU-TA’AALA-ALAIHI-WASALLAM Wapas Aarahe The Ki Raste May Aapki Khidmat May Ek Gadah Haazir Hua Aur Arz Karne Laga-Huzoor! Meri Arz Bhi Sunte Jayiye! Huzoor Rehmat-A-Aalam SALLALLAHU-TA’AALA-ALAIHI-WASALLAM Us Miskin Jaanwar Ki Arz Sunne Ko Taher Gaye Aur Famaya: Batao Kya Kehna Chahte Ho? Wo Bola, Huzoor Mera Naam Yazeed […]

MOHARRAM-UL-HARAM WAQIYA PART 14

Hazrat Abbas ibn Ali

HAZRAT IMAM MUSLIM RADI ALLAHU TA`ALA ANHU ko kufa me jis rozz shaheed kiya gya, usi rozz HAZRAT IMAM HUSSAIN RADI ALLAHU TA`ALA ANHU MAKKA MUAZZAMA se kufa ko rawana ho pade. aapke AHLE BAIT, mawali aur khuddam kul 82 log aapke sath the ye mukhtasar sa AHLE BAIT ka kafila MAKKA MUAZZAMA se ruksat […]

MOHARRAM-UL-HARAM WAQIYA PART 13

taziya

HAZRAT IMAM MUSLIM RADI ALLAHU TA`ALA ANHU ke dono sahabzaado ko jab haaris ne shaheed kar liya to socha ke unke sir ibn-a-ziyaad ke pass le chalu aur inaam pau.chunache wo un muqaddas saro ko lekar ibn-a-ziyaad ke pass aya. ibn-a-ziyaad ne in nanhe aur noraani saro ko dekhkar pucha ki ye kiske ser hai?haaris […]

MOHARRAM-UL-HARAM WAQIYA PART 12

karbala photos

Biwi se pucha ye shor kaisa? wo aurat sahem gyi aur daodi ki KHUDA jane ab kiya ho? haaris utha aur chiraag jala kar ander aya to un dono yateemo ko rote dekh kar bola tum kaon ho? un SAHABZADO ne saaf-saaf kaih diya ke hum farzandane MUSLIM hai. zalim haris khush ho gya aur: […]

Mafhum-e-Hadith: Marhum ( dead) rishtedaro ki taraf se Hajj

14064120 595015900703001 8552438530017172774 n

Bismillahirrahmanirrahim Mafhum-e-Hadith: Marhum ( dead) rishtedaro ki taraf se Hajj Ibn Abbbas Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki ek aurat ne Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam se apni walid ke bare mein pucha jiska inteqal bagair hajj kiye ho gaya to Aap Sal-Allahu AlaihiWasallam ne farmaya tum unki taraf se hajj karo. Sunan Nasaii, Vol […]

Al Quran

PATTHER MAY AADMI

Bismillahirrahmanirrahim ✦ Al Quran : jo kitab tumhari taraf wahi ki gayee hai (yani Quran) usko padha karo aur namaz ke paband raho beshak namaz behayaee aur buri baato se rokti hai aur Allah ki yaad badi cheez hai aur Allah janta hai jon tum karte ho Surah Ankaboot (29), Aayat 45 ✦ Beshak Namaz […]

MOHARRAM-UL-HARAM WAQIYA PART 11

muharram taziya

HIQAYAT:- ********** Ek Shaks Ke Ghar May Chor Ghus Aaye! Ghar Wale Ki Aankh Khul Gayi! Usne Choron Ko Dekh Liya! Choron Ne Is Dar Se Ki Yeh Kahin Subah Hame Pakadwa Na De, Use Daboch Liya! Usse Kaha Ki Tum Yun Kaho Ki Agar Maine Kisi Ko Bataya Ki Yeh Log Mere Chor Hain […]

MOHARRAM-UL-HARAM WAQIYA PART 10

karbala photos

HAZRAT IMAM MUSLIM RADI ALLAHU TA`ALA ANHU jab kufa ko tashreef le gye to apne dono nanhe bacche HAZRAT MOHAMMAD aur HAZRAT IBRAHEEM RADI ALLAHU TA`ALA ANHUM ko bhi apne sath le gye the. ibn-a-ziyaad HAZRAT IMAM MUSLIM RADI ALLAHU TA`ALA ANHU ke qatl se farig hua to use pata chala ke IMAM MUSLIM RADI […]

MOHARRAM-UL-HARAM WAQIYA PART 9

MOHARRAM UL HARAM WAQIYA PART 9

HAZRAT MUSLIM ka badan mubarak khasta ho gya aur ek patthar apki peshani per laga. khoon baihne laga us waqt aapne MAKKA ki taraf rukh karke kaha: “A HUSSAIN” kuch aapko apne bhai ki khasta jigar ki bhi khabar hai ke us per kiya guzri aur kufiyo ne uske saath kya kiya? Afsos ki mere […]

HUQUMAT KA BOJ

Seven Qualities that Allah Loves

HIQAYAT:- ********* Hazrat Umar Ibne Abdul Aziz Alaihir-Rahmaan Jab Khalifa Mukarrar Hue To Aap Apne Ghar Jaker Musalle Per Baitker Rone Lage Hathta Ki Aapki Daadi Aasuoan Se Ter Hogayi! Aapki Biwi Ne Aapse Daryaft Kiya Ki Aap Rote Kyon Hain? Farmaya, Meri Gardhan May Ummat-A-Mohammadiya SALLALLAHU-ALAIHI-WASALLAM Ka Kul Boj Daal Diya Gaya! Main Apni […]