Islamic Blog

Islamic Updates




Month: November 2016

Best times to make Du’a

There are certain times dua (supplication) is more likely to be accepted by Allah (Subhanahu wa Ta’ala) as mentioned by Prophet (salAllahu alayhi wasalam). These times are as follows: 1. The Last Third Of The Night Abu Hurairah (radiAllahu anhu)…

Aurat se Nikaah char cheezon ki buniyaad par kiya jata hai.

Bismillah hir-Rahman nir-Rahim. Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya Aurat se Nikaah char cheezon ki buniyaad par kiya jata hai uskey maal ki wajah se , uskey khandani sharaf ki wajah…

ALLAH hi Sabko bachaney wala hai

Bismillah hir-Rahman nir-Rahim. Hazrat Jaber radi allahu anhu se rivayat hai ki RASOOLALLAH sallallahuAlaih i Wasallam ne farmaya Ek shaksh mere pass aaya Main so raha tha usney Talwar Utaar li Main jaga wo mere sir par khada tha mujhe…

Musalmaan ko jo takleef pahuchti hai us sey uskey gunaah kam hotey jatey hain

Hadith: Musalmaan ko jo takleef pahuchti hai us sey uskey gunaah kam hotey jatey hain Bismillah hir-Rahman nir-Rahim Hadith: Musalmaan ko jo takleef pahuchti hai us sey uskey gunaah kam hotey jatey hain Aisha Radi Allahu Anha se rivayat hai…

Samundar ke jhaag ke barabar gunah maaf

Bismillahirrahmanirrahim ✦ Hadith: Samundar ke jhaag ke barabar gunah maaf ————- ✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya Jo Shakhs سُبْحَانَ اللَّهِ وَبِحَمْدِهِ Subhanallahi wa behamdehi din mein 100 baar kahe uske gunaah mita diye jaynege chahe wo samundar ke…

Hazrat Khwaja Sayyed Muhammad Ilm-ud-deen Chishti rahmatullāhi alaihi

Aap ke waalid ka naam Hazrat Khwaja Sayyed Siraaj-ud-deen bin Khwaja Sayyed Kamaal-ud-deen Allama Chishti rahmatullāhi alaihi hai. Aap Husaini saadaat hain. ******************* Aap ne apne waalid se taaleem haasil ki. Aap aksar mujaahida kate rehte. Taaleem mukammal hone ke…

Surah Al-ikhlas Ek teehaii Quran ke barabar hai

Bismillahirrahmanirrahim Hadith: Surah Al-ikhlas Ek teehaii Quran ke barabar hai *Qul Hu Wallahu Ahad, ALLAHus-Samad, Lam Yalid walam Yulad, Walam Yakul-lahu Kufuwan Ahad* قُلْ هُوَ اللَّهُ أَحَدٌ اللَّهُ الصَّمَدُ لَمْ يَلِدْ وَلَمْ يُولَدْ وَلَمْ يَكُن لَّهُ كُفُوًا أَحَدٌ Al Quran…

Jin logon ne Deen ( religion) ke baare mein tumse jung nahi ki

BismillahirRahmannirRahim Al Quran : Jin logon ne Deen ( religion) ke baare mein tumse jung nahi ki aur na tumko tumharey gharo se nikala unke saath bhalaii aur insaf ka suluq karne se Allah tumko mana nahi karta hai ,…

Hazrat Khwaja Abdul Wahid bin Zaid rahmatullāhi alaihi

Aap ne Hazrat Imaam e aazam Abu Haneefa Nomaan bin Saabit se Fiqh ki taaleem haasil ki. Aur apne Peer Hazrat Khwaja Hasan al-Basri rahmatullāhi alaihi se Hadees, Tafseer aur Tasawwuf ki taaleem haasil ki. **************** Aap eidain ke 2…

INTEKAAL-A-MAKAANI

HIQAYAT:- ********* Hazrat Fatah Mausli Rehmatullah Alaihi Ek Roz Apne Yaaron Ke Sath Masjid May Baithe The Ki Ek Naujawaan, Jo Saadha Libaas Pehne Hue Tha, Aaya Aur Kehne Laga Ki, Janab Kya Musafiron Ka Bhi Koi Haq Hota Hain…