Islamic Blog

JASHN-A-WILADAT RAHMAT

Muhammad SAW Img 3

HAZRAT MAOLANA SHAH ABDUL AZIZ SAHAB MOHADDIS DEHLVI RAHMATULLAH ALLAIH ne SORAH-A-ALAM NASHRAH ki tafseer me tahrir farmaya hai ke 4 martaba apka muqaddas sina chaak kiya gya hai aur usme noor wa hikamt ka khazina bhara gya . Paihli martaba jab aap HAZRAT HALIMA ke ghar the jiska ziqr ho chukka uski hikmat ye […]

ABU TALIB KE PAAS

tumblr nbuld5giLt1qapk2qo1 500

AAP KI DUA SE BARISH ******************* 1 Martaba Mulk e Arab me intehayi khoofnaak Qahat pad gaya Ahle Makka ne Buto se faryaad kar ne ka irada kiya magar 1 Haseen o Jamil Bodhe ne Makka walon se kaha ke Ae Ahle Makka ! Hamare Andar Abu Talib mojood hai jo Bani e Kaaba Hazrat […]

AL Quran : Sab tarif Allah subhanahu ke liye hai

ya allah

Bismillahirrahmanirrahim ✦ AL Quran : Sab tarif Allah subhanahu ke liye hai jisne aasman aur zameen banaye aur andhera aur ujala banaya phir bhi ye kafir auro ko Allah ke barabar thahrate hain Surah Al-Anaam(6) Aayat 1 ✦ Al Quran : Tumko kafiro ka mulk mein chalna phirna dhokha na de de, Ye thoda sa […]

Ye dua Mareez ke paas padhne se Allah usko shifa ata farma dega

allah

Bismilahirrahmanirrahim ✦ Ye dua Mareez ke paas padhne se Allah usko shifa ata farma dega ——————— ✦ Ibn Abbas Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya jab koi shakhs kisi aise mareez ki ayadat kare jiski maut ka waqt qareeb nahi aaya ho to uske paas jakar 7 martaba […]

Hazrat Imaam Shaikh Ahmad Sirhindi rahmatullāhi alaihi

allah

Alqaab : ‾‾‾‾‾‾‾‾ Mujaddid-e-Alfe-Saani, Imaam-e-Rabbaani, Qayyoom-e-Zamaani, Khazinat-ul-Rahmah, Silah. ********** Aap ki wilaadat 14 Shawwaal 971 Hijri (4 June 1564 A.D.) ko Shab e Jum’aa ko Sirhind me hui. Aap ke waalid ka naam Hazrat Shaikh Abdul Ahad bin Zain-ul-Aabideen rahmatullāhi alaihi hai. Aap Hazrate Umar Faarooq radiy-Allāhu ta’ala anhu ki nasl se hain. Aap ke […]

Hazrat Khwaja Abul Qasim Gurgani rahmatullāhi alaihi

Hazrat Khwaja Abul Qasim Gurgani

Aap ki wilaadat 380 Hijri me Gurgan (Iran) me hui. Aap ke waalid ka naam Ali ibn Abdullāh hai. **************** Aap kaashif-e waaqia-e mureedeen the. Hazrat Daata Ganj bakhsh Ali al-Hujweri rahmatullāhi alaihi bayaan farmaate hain ke ‘Ek martaba main Hazrat Abul Qaasim Gurgani rahmatullāhi alaihi ki khidmat me haazir tha aur apne mushaahida aur […]

KHATAKAAR KO INAAM

Muhammad SAW Img 3

HIQAYAT:- ********** Ek Din Hazrat Imaam Hasan Radi-Allahu-Ta’aala-Anhu Apne Daulat-Khane Per Kuch Logon Ke Sath Milker Khana Tanawul Farma Rahe The Ki Aapne Apne Gulam Ko Saalan Lane Ke Liye Irshad Farmaya! Wo Saalan Laya To Achanak Uske Hath Se Bartan Gir Pada Aur Tut Gaya! Salan Ka Kuch Hissa Hazrat Imaam Hasan Radi-Allahu-Ta’aala-Anhu Per […]

HAZRAT ABDULLAH

s l225

Ye hamare Huzoor Rehmate Aalam SALLALLAHU TA’ALA ALLAIHI WA SALLAM ke walid maajid hai . ye Abdul Muttalib ke tamaam Beto me sab se ziyada walid ke Laadle aur pyare the , chunke in ki peshaani me NOOR E MUHAMMADI Apni puri shaan o shaukat ke sath jalwa gar tha , is liye Husn o […]

BARKAAT-E-NUBUWWAT KA ZUHOOR

ya allah

Jis tarah suraj nikalne se paihle sitaaro ki ro poshi (chupna) subah saadiq ki safedi, shafaq ki surkhi sooraj nikalne ki khushkhabri dene lagti hai , isi tarah jab Aaftaab e Risalat ke tuloo ka zamana Qareeb Aa gaya to Atraaf e Aalam me bhut se aaise Ajeeb waqiat aur khawaariq e Aadaat bataor Alamaat […]

Hazraat Ambiya E kiram Alaihimussalam

FB IMG 14717007118290150

Hazraat Ambiya E kiram Alaihimussalam se Qabl Ailaan e Nubuwwat jo khilaaf e Aadat aur Aql ko hairat me daalne wale waqiyaat saadir hote hai un ko shariyat ki istelaah me “IRHAAS” kaihte hai , aur Ailaan e Nubuwwat ke baad un hi ko “MUJIZA” kaha jata hai . is liye wo tamaam waqiyaat jo […]