JANNAT KA BAYAN

Jannat ek makaan hai jise ALLAH T’ALA ne Eimaan walo ke liye banaya hai Usme Aisi -2 Ne’amatein rakhi gai hai Jinko na Aankhon ne dekha,Na Kaano ne Suna,Aur na koi un Ne’Amaton ka gumaan kar sakta hai, Yani Be Dekhe warna dekh kar to aap hi Janenge,To jinhone Duniyawi Hayaat me Mushahada kiya woh […]
EIMAAN AUR KUFR KA BAYAAN

EIMAAN AUR KUFR KA BAYAAN..Mas’ala :-Agar koi Aadmi Mazboor kiyagaya ki woh(MA’AAZ ALLAH) koi kufrkahe yani woh musalmaan agar kufri baat na kahega to zaalim use maardalega ya uske badan ka koi hissa kaat dega to us Musalmaan ke liye izaazat hai ki Mazboori me woh kufri baat zabaan se bak de magar shart hai […]
Khatoon-E-Jannat Sayyeda Fatima Zahra Radiallahu Anha

Jannati Auraton Ki Sardaar Khatoon-E-Jannat Sayyeda Fatima Zahra Radiallahu Anha:Ek Rivayat Me Jisme Hazrat Fatima Khatoone Jannat RadiAllaho Anha Ne Bayan Kiya Umool Momineen AyeshaSiddika Radi Allaho Anha Se Wo Ye Hai.Hazrat Fatima RadiAllaho Anha Farmati Hai Jab Pehli Baar Nabi-E-Karim Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Sargoshi Ki To Mujhe Ye Khabar Di Ke Har Saar […]
Jannati Auraton Ki Sardaar Khatoon-E-Jannat Sayyeda Fatima Zahra

Jannati Auraton Ki Sardaar Khatoon-E-Jannat Sayyeda Fatima Zahra Radiallahu Anha: Ek Rivayat Me Jisme Hazrat Fatima Khatoone Jannat Radi Allaho Anha Ne Bayan Kiya Umool Momineen Ayesha Siddika Radi Allaho Anha Se Wo Ye Hai.Hazrat Fatima Radi Allaho Anha Farmati Hai Jab Pehli Baar Nabi-E-Karim Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Sargoshi Ki To Mujhe Ye Khabar […]
Do aadatein aisee hain ki agar koi musalman isko ikhtiyar kar le to wo jannat mein jayega

✦ Hadith : Do aadatein aisee hain ki agar koi musalman isko ikhtiyar kar le to wo jannat mein jayega —————————— ✦ Abdullah bin Amr Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya do aadatein aisee hain ki agar koi musalman isko ikhtiyar kar le to wo jannat mein jayega […]
Maut ke waqt mein kalma tayyaba padhne ki ahmiyat

Bismillahirrahmanirrahim Mafhum-e-Hadith: Maut ke waqt mein kalma tayyaba padhne ki ahmiyat Muadh bin Jabal Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jis nafs ko bhi is haal mein maut aaye ki wo is baat ki gawahi deta ho ki Allah ke siwa koi mabud nahi aur main (Muhammad Sallallahu […]
Dusri Qaumein tum par aisee tut parhegui jaisa bhukha khane par tut parhta hai

Bismillahirrahmanirrahim ✦ Mafhum-e-hadith: Dusri Qaumein tum par aisee tut parhegui jaisa bhukha khane par tut parhta hai …… ———- ✦ Soban Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya kareeb hai ki dusri Qaumein tum par aisee tut parhegi jaisa bhukha khane par tut parhta hai kisi ne arz kiya: […]
kisi kuwari ladki ka nikah us waqt tak na kiya jaye jab tak us se ejazat na le li jaye

Bismillahirrahmanirrahim Hadith: kisi kuwari ladki ka nikah us waqt tak na kiya jaye jab tak us se ejazat na le li jaye ——————————- Abu hurairah radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam ne farmaya kisi bhi kuwari ladki ka nikah us waqt tak na kiya jaye jab tak us se ejazat […]
Hindustan Ki Azadi Ke Liye Apni Jaan Ki Kurbani Dene Waale Kuch Muslim Logo Ke Naam

Hindustan Ki Azadi Ke Liye Apni Jaan Ki Kurbani Dene Waale Kuch Muslim Logo Ke Naam ================================================== Jin Muslims ne Azadi Ki Ladai mein apni jaan ki kurbani di unki list to bahut lambi hai, yaha par kuch naam batae ja rahe hain, Aap se guzarish hai ke isko zyada se zyada FB whatsapp par […]
JUMA”ka Naam sabse pahle kisne Rakkha , aur Juma”ke Din ko Juma”kyun kaha jaane laga?

* SAWAL : JUMA”ka Naam sabse pahle kisne Rakkha , aur Juma”ke Din ko Juma”kyun kaha jaane laga? . =>JAWAB : Juma”ka Purana Naam”Aruba”hai… Sabse pahle is Din ka Naam”Juma Ka’ab Bin Loi”ne Rakha… Aur Kayee Aqwal hain… (1) Juma”isdin ko isliye bhi kaha jaatahai ke is din Namaz ke liye Jamaato kaIjtima hota hai. […]