Islamic Blog

Duniya mein har kisi ko apni khoobsoorti par naaz hota hai..

allah wallpaper4

Duniya mein har kisi ko apni khoobsoorti par naaz hota hai.. . kisi ko zahiri taur par to kisi ko zehni taur par.. . Khaobsoorti kya hai? . * khoobsoorat hai wo Lab … jin par zikr e ilahi ho & dusron ke liye dua ho. . * khoobsoorat hai wo Dil … jismein ishq […]

Al Quran : Jin logon ne Deen ( religion) ke baare mein tumse jung nahi ki

allah wallpaper2

BismillahirRahmannirRahim Al Quran : Jin logon ne Deen ( religion) ke baare mein tumse jung nahi ki aur na tumko tumharey gharo se nikala unke saath bhalaii aur insaf ka suluq karne se Allah tumko mana nahi karta hai , Allah to Insaaf karney walo ko pasand karta hai. Allah unhi logon se dosti karne […]

KUCH YAAD RAKHNE LAYAK BAATEIN

child islam

[1] Sab se achi Zindagi woh Basar karta hai, Jo Apni zarurat Poori karne ke liye “Allah” ke siwa kisi aur pe Bharosa nahi karta. [2] Nek Aadmi Ki Maut Us Ke Liye Rahat Hai Aur Bure Aadmi Ki Maut Logon Ke Liye Rahat Hai. Hazrat Ali (R.A) [3] Jab apne maa-baap ko koi chez […]

Sar dhakna adab hai Aur izzat bhi

girl in hijab

Sar dhana adab ki alamant hai, nishani hai. Yaha hamari shan wa pahechan bhi hai. Hamare kuch muslim bhaiyon ki yah soch ban gayi hai ki sar dhakna to shirf namaz mai hi zarori hai, balki ek ja-maat to ab nagge sar namaz padhne mai fakar mahesus karti hai.Yaad rakhiye – sar dhakan ka dastur […]

ZEENA MAY 6 MUSIBATAIN HAIN

muhammed salallah o salam

HADEES🌷 ********* 🌸Baaz Sahaba-A-Kiraam Radi -Allahu-Ta’aala-Anhum Se Maarwi Hain, ZEENA Se Bacho Usme 6 Musibatain Hain Jin Mayse 3 Ka Ta’aalluk Duniya Se Hain Aur 3 Ka Aakhirat Se Hain! (1) Duniya May Rizk Kam Hojata Hain! (2) Zindagi Thodi Hojati Hain! (3) Chehra Bigad Jata Hain! (1) Aakhirat May Khuda Ki Naraazgi, (2) Sakht […]

Hazrat Zaid ibn Haariṡah radiy-Allāhu ta’ala anhu :

Hazrat Zaid ibn Haariṡah

Aap ki wilaadat 581 A.D. me Najd me hui. Aap ke waalid ka naam Haariṡah ibn Sharahil aur waalida ka naam Sauda bint Ṡaalaba hai. Aap Banu Kalb qabeele ke Uzra khandaan se ta’alluq rakhte hain. Aap ki waalida Tayy qabeele ke Maan khaandaan se hain. *************** Ek martaba 8 saal ki umr me Aap […]

Maah e Rajab Mubarak

allah o akbar

Maah e Rajab Mubarak. ♦♦♦♦♦♦♦♦ ‘Rajab’ ka ma’ana hai ‘Ta’azeem karna’. Ahle Arab is mahine ki khaas ta’azeem kiya karte the. Is ko ‘Al-Asab’ bhi kehte hain ya’ni Tez bahaav. Is Maah e mubarak me Tauba karne waalo par Rahmat ka bahaav tez ho jaata aur Ibaadat karne waalo par Qubooliyat ke anwaar ka Faizaan […]

Hazrat Essa (A.S) Apni Walida Ki Wafat K Baad Un Ki Qabar Par Gaye.

allah is great

Hazrat Essa (A.S) Apni Walida Ki Wafat K Baad Un Ki Qabar Par Gaye. Aap Apni Walida Hazrat Bibi Mariam (r.a) Se Mukhatib Huwe Aur Farmaya. Payari Ammi Jaan, Main Allah K Hukam Se Murdon Ko Zinda Karta Hoon, Agar Aap Hukam Dein To Main Allah Se Aap Ki Zindagi Mangon. Hazrat Bibi Mariam (r.a) […]

एक बार पूरा ज़रूर पढ़े….(वसीयत और नसीहत)

allah o akbar

एक दौलतमंद इंसान ने अपने बेटे को वसीयत करते हुवे कहा “बेटा मेरे मरने के बाद मेरे पैर मे ये फटे हुवे मोज़े (शॉक्स) पहना देना, मेरी यह ख्वाहिश जरूर पूरी करना ! बाप के मरते ही गुस्ल देने के बाद बेटे ने आलिम से बाप की ख़ाहिश बताई, आलिम ने कहा हमारे दीन मैं […]

Khatoon-e-Janna t Hazrate Fatima (RaziAllahu Anha)

saws

Khatoon-e-Janna t Hazrate Fatima (RaziAllahu Anha) Jab Bimaar Hui To Hazrat Ali (RaziAllahu Anhu) Ne Farmaya–“Aye Fatima! Meri Yeh Wasiyat Hain Ki Jab Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ke Paas Pahucho To Mera Salaam Arz Karna Aur Kehna, Ya Rasool’Allah! Main Aapka Mushtaq Hoon!” Hazrate Fatima (Razi’Allahu Anha) Ne Farmaya Ki, “Meri Bhi Ek Wasiyat Hain […]