Islamic Blog

Islamic Updates




Month: May 2017

Agar Fazar Ki Namaz Mein 2 Sunnat Namaz Nahi Padh Sake To

Agar hum fazar ki namaz mein masjid mein aese time pahuche ke jamaat shuru ho chuki hai to phir andaza lagaiye ke kya jamat ki namaz puri hone se pahle 2 sunnat padh sakoge, agar padh sakoge aur jamaat mein…

Roza Kholne Se Pahle Ka Time Bahut Keemti Hai

Aksar dekha jaata hai ke log roza kholne ke time tak bazaar mein khane-peene ka saaman kharidte rahte hai… roza kholne se pehle ka time bahut keemti hai, is time dua bahut jaldi kubul hoti hai. ALLAH is time Bando…

Ramadaan Health Guidelines

Bismillah ir Rahman ir Rahim Innal-Hamdalillah was-Salaatu was-Salaam `alaa Rasoolillah As-Salaamu alaikum wa-Rahmatullahi Wa Barakatuhu!     Ramadaan Health Guidelines   This article provides useful advice on how to avoid some common problems encountered in Ramadaan. If followed, it would…

Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya

Bismillahirrahmanirrahim ✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Sayyad-Al-Astigfar (Allah se maghfirat maangne ka sabse achcha tariqa ) ye hai, jisne is dua ke alfaaz par yaqeen rakhte huye din mein inko padh liya aur usi din shaam hone se…

Musafir aur Hamila ( pregnant) aur doodh peelane wali aurat ko Roze maaf farma diye hain

Bismillahirrahmanirrahim ✦ Hadith: Musafir aur Hamila ( pregnant) aur doodh peelane wali aurat ko Roze maaf farma diye hain ————– ✦ Anas bin malik Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya Allah subhanahu ne Musafir ke liye aadhi…

SHAN-A-RAMDAAN (TOPIC ZAKAT)

HADITH ======= IMAM AHMAD ki riwayat ABU HURAIRA RADI ALLAHU TA`ALA ANHU se yu hai jis maal ki zakat nahi di gyi qayamat ke din wo ganja sanp hoga maalik ko daodayega ,wo bhagega yaha tak ke apni ungliya uske…

SHAITAAN KA AFSOS

HIQAYAT🌷 ********** 🌸Ek Martaba ALLAH Ke Ek Maqbool Ne Shaitaan Ko Dekha Aur Usse Pucha Ki, Aye Iblis! Kya Kabhi Tune Mujhper Bhi Apna Daao Chalaya Hain? Shaitaan Ne Kaha Ki, Haan! Ek Martaba Aapne Khub Pet-Bharke Khana Khaya Tha!…

Meri Ummat ke Logon mein us waqt tak khair baqi rahegi

Bismillahirrahmanirrahim Hadith: Meri Ummat ke Logon mein us waqt tak khair baqi rahegi jab tak wo iftaar mein jaldi karte rahenge ——————- Sahal bin saad radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya Meri Ummat…

सेहत के लिए फायदेमंद है रोजा

अल्लाह तबारक व तआला क़ुरआन शरीफ़ के पारा नम्बर दो सूरह बकर की आयत नम्बर 182-183 में इर्शाद फ़रमाया है कि ” ऐ ईमान वालो! तुम पर रोज़े फ़र्ज़ किए गए जैसे कि अगली उम्मत पर फ़र्ज़ किए गए थे…

Qayamat ke din us darwaze se sirf rozedaar hi jannat mein dakhil honge

Bismillahirrahmanirrahim *Hadith: Qayamat ke din us darwaze se sirf rozedaar hi jannat mein dakhil honge* ————————- Sahal bin Sad radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya jannat mein ek darwaza hai jisey Ar-Raiyan kahtey…