Islamic Blog

Durood ke 99 Fazilat

bismiallah

[1] Darood gunaho ka kafara hai [2] Darood se amal pak hota hai [3] Darood padhne se darajat buland hote hai [4] Darood padhne ke liye ek qirat ajar likha jata jo ke uhud pahad jitna hota hai [5] Darood padhne wale ko pemane bhar bhar ke sawab milta hai [6]Jo shakash darood ko hi […]

Wives of Holy Prophet sallallahu alaihi wasallam

FB IMG 14719640084374914

Azwaje mutahhirat : (Wives of Holy Prophet sallallahu alaihi wasallam) (1) Khadeejah bint Khuwaylid radiallahu ta’ala anha (Wiladat 555 A.D. – Nikah 595 A.D. – Wisal 10 Nabawi [619 A.D.], Jannatul Mualla, Makka) (2) Sawdah bint Zam’a radiallahu ta’ala anha (Wiladat 569 A.D. – Nikah 10 Nabawi [619 A.D.] – Wisal 23 Hijri [645 A.D.], […]

SHORT NAME LIKHNA HARAM HAI

saws

(S.A.W.) Likhana Sakht Najaiz O Haram He…… (Radi.- R.A.) Likhna Mana He… Please Gor Kare…. Kitab : [Bahar E Shriyat /Jild : 3/ Safa : 534] ✅Masla 117 : Aksar Log Aaj Kal Durood sharif Ke Badle ‘Sal’Am, Sal.,’ Likhte He Ye Najiz V Sakht Haram He. Un Hi Radi’ALLAHU Tala Anhu Ki Jagah Radi. […]

NIKAH KE TALLUQ SE KUCH AHEM BAATE

nikah

Aurat ko nikah ka paigam aur daawat dena aur baat cheet ke bad Shaadi ka ahad karna aur shaadi ki baat pukhta karlena mangni kahlata hai- Mangni azdawaji zindagi ki pahli seedhi hai-ye pahla qadam soch samajh kar aur danish mandi se uthana chahiye, Q k yaha se hi zindagi ki buniyad padhti hai,aur azdawaji […]

Ya Ali Ya Husain RAHAM RAHAM NAZRE KARAM

allah

मसजिद नबवी मे नमाज हो रही थी इमामुल अमबिया जमाअत करा रहे थे . पढने वाले मुकतदी चारो खलीफा थे हजरत हुसैन की उम्र शरीफ छै साल की थी ! मदीना शरीफ की गलयो मे खेल रहे थे ! और मसजिद मे आ गऐ नाना के मुसलले की तरफ देखा नाना सजदे मे गऐ नवासे […]

Ummat E Prophet Muhammad Mustafa صلى الله عليه وسلم

allah wallpaper3

SAWAL : Aadam (Alaihissalam) ka Naam (AADAM) kyun huwa? . >>JAWAB : Aap ka Naam “Aadam” hone ki kayi Wajuhaat hai… (1) Hazrat Abdullah Bin Abbas (RadiAllahu anh) Farmate hai ke Aap ka Naam Adam is Munasibat se hai ke (Gandumi) Rang ki Zameen se wo Mitti liGayi thi,jisse Aapke Jism (Putla) ki Khameer bani. […]

Hazrat saad bin waqqas(Radi Allahu Anhu)

Muhammad SAW picture 1

40 Din me Molvi ban jane wale log Apne fatwe par control Rakhe Aur Qoum Me Ikhtilaf Na Failaayen. Ziyarat e Qabr Shirk Biddat Aur Haraam Nahi hai Ziyarat E Qabr ♥ ♥ Hadees-e-Pak ♥ ♥ “Jo apny Walidain ya 1 ki Qabr par har Jumma k din ziarat k liye hazir ho ALLAH usky […]

Imaam Jaafar as-Saadiq rehmatullahi alaihi :

allah wallpaper4

Alqab : Saadiq (Truthful), Faazil (Virtuous), Taahir (Pure). *************** ** Aap ki wiladat 17 Rabi ul Awwal 83 Hijri (20 April 702 A.D.) ko Madina me hui. Aap ke waalid ka naam Imaam Muhammad al-Baaqir bin Imaam Zainul aabedin Ali al-awsat rehmatullahi alaihi aur waalida ka naam Umme Farwah Fatima bint Hazrat Qaasim bin Muhammad […]

Maa Ki Nafrmani Ki Sazaa

cute child

“Ek Shaks Ki Jaankani (Rooh Kabz Hote Waqt) Ke Waqt Kalima-A-Shahadat Padhne Se Zubaan Bandh Ho Gayi! Huzoor ﷺ (Sallallahu Alaihay Wasallam) Uske Paas Tashrif Le Gaye Aur Logon Se Daryaft Kiya Ki Kya Yeh Shaks Namaz Parhta Tha? Roze Rakhta Tha? Kaha Gaya, Haan! Aye Rasool-A-Khuda (Sallallahu Alaihay Wasallam)! Yeh Namaz Bhi Parhta Tha […]

Hindustan me Islami Tawarikh

allah wallpaper

Hindustan me Islami Tawarikh : (1) Huzoor sallallahu alaihi wasallam ke elane nabuwwat ke pehle se hi Arab mulko aur Hindustan ke bich tijarat ke ta’alluqat jaari the. Aur Arab taajir (traders) hi 7wi sadi ke dauran Hindustan me deene Islam lekar aaye. ▪▪► Huzoor Rasoolallah sallallahu alaihi wasallam ki hayate zaahiri me Hijrat ke […]