Islamic Blog

Islamic Updates




Month: June 2017

Ramazan ka Aakhri Ashrae

Bismillahirrahmanirrahim *Mafhume-Hadith: Ramazan ka Aakhri Ashrae ( Last 10 days) mein ziyada Ibadat kijiye* ———————– Umm Aayesha radi allahu anha se rivayat hai ki jab (Ramazan ka) Aakhri ashra aata to Nabee Sallallahu Alaihi Wasallam apna tehband mazboot baandh (…

Allah ki raza hasil karne aur narazgi se bachne ki dua

Bismilahirrahmanirrahim ✦ Allah ki raza hasil karne aur narazgi se bachne ki dua ——————— Aisha Radi Allahu anha se rivayat hai ki maine ek raat Rasool-Allah Sal-Alalahu alaihi wasallam ko bistar par mojud na paya to main unko dhundhne lagi…

Ek Juma dusre juma tak ke gunaho ka kaffara

Bismillahirrahmanirrahim ✦ Mafhum-e-Hadith: Ek Juma dusre juma tak ke gunaho ka kaffara hai jo inke darmiyan ho jate hain agar kabira gunah na ho ———————- ✦ Abu Huraira Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne…

Ghar se wuzu karke Masjid mein farz namaz ke liye jane par

Bismillahirrahmanirrahim *✦ Hadith : Ghar se wuzu karke Masjid mein farz namaz ke liye jane par hajj par jane jitna sawab* ————– ✦ Hazrat Abu Umama Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya jo…

Shab-e-Qadr ko Ramazan ki Aakhri Ashre ki Taaq

Bismillahirrahmanirrahim *Hadith: Shab-e-Qadr ko Ramazan ki Aakhri Ashre ki Taaq (21, 23, 25, 27, 29) raaton mein talaash karo* ———————– Hadith: Umm Aayesha radi allahu anha se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya Shab-e-Qadr ko Ramazan ki…

Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya

✦ Hadith : Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya jis ne ye kalma Din mein 100 martaba Parh liya ✦ لا اِلهَ اِلَّا اللّهُ وَحْدَهُ لا شَرِيكَ لَهُ ، لَهُ الْمُلْكُ وَ لَهُ الْحَمْدُ وَ هُوَ عَلَى كُلِّ شَيْءٍ قَدِيرٌ✦…

Mafhum-e-Hadith: Shab-e-Qadr ki dua

Bismillahirrahmanirrahim Mafhum-e-Hadith: Shab-e-Qadr ki dua اللَّهُمَّ إِنَّكَ عَفُوٌّ تُحِبُّ الْعَفْوَ فَاعْفُ عَنِّي ————— ✦ Aisha Radi Allahu Anha ne farmaya Ya Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam agar Mujhe shab-e-Qadr mil jaye to kya dua karu to Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne…

Allah subhanahu se Magfirat aur Aafyiat manga karo kyuki

Bismillahirrahmanirrahim *✦ Hadith : Allah subhanahu se Magfirat aur Aafyiat manga karo kyuki.* —– ✦ Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Allah subhanahu se Magfirat aur Aafyiat manga karo, kyuki yaqeen ke baad aafiyat se behtar koi cheez kisi ko…

Sajda e Tilawat ki dua

Bismilahirrahmanirrahim ✦ Sajda e Tilawat ki dua ——————- ✦ Aisha Radi Allahu Anha se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam raat mein Quran ke sajdo mein bahut baar ye dua padhte they سَجَدَ وَجْهِي لِلَّذِي خَلَقَهُ وَشَقَّ سَمْعَهُ وَبَصَرَهُ…

Bewaon aur miskeenon ke kaam aaney wala

Bismillahirrahmanirrahim *Hadith: Bewaon aur miskeenon ke kaam aaney wala…* ___________________________ Hazrat Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya Bewaon aur miskeenon ke kaam aaney wala Allah ke raastey mein Jihad karney waley…