Islamic Blog

Al Quran : Zakat mufliso aur mohtajon aur uska kaam karne walon ka haq hai

ramzan

Bismillahirrahmanirrahim Al Quran : Zakat mufliso aur mohtajon aur uska kaam karne walon ka haq hai aur jinki diljoyee karni hai aur gulam ki gardan churhane mein aur Qarzdaron ke Qarz (ada karne) mein aur Allah ki raah mein aur musafir ko ye Allah ki taraf se muqarrar kiya hua hai aur Allah janne wala […]

SHAN-A-RAMDAAN (TOPIC ZAKAAT)

zakat

HADITH ======= IMAM AHMAD ,ANAS RADI ALLAHU TA`ALA ANHU se riwayat ki ke NABI KAREEM SALLALLAHU TA`ALA ALAIHI WA SALLAM farmate hai apne maal ki zakaat nikaal ke paak karne wali hai tujhe paak kar degi aur rishtedaaro se sulook kar aur miskeen aur padosi aur sail(magne wale) ka haq paihchaan. ZAKAT WAJIB HONE KI […]

SADQE KI FAZILAT

sadqa

HADEES🌷 ********* 🌺Farmaan-A-Nabwi SALLALLAHU-TA’AALA-ALAIHI-WASALLAM Hain, ALLAH-TA’AALA Qayamat Ke Din Irshad Farmayega Ki, 🌺Aye Insaan! Main Bimaar Hua Tha, Magar Tune Ayadat Nahi Ki Thi, Insaan Kahega, Main Teri Kaise Ayadat Karta, Tu To Rabbul Aalameen Hain! Rab Farmayega! Tujhe Malum Nahi Mera Fala Banda Bimaar Hain, Magar Tu Uski Ayadat Ko Na Aaya, Kya Tujhe […]

*जकात* 🌹 *JAKAT* 🌹

zakat in islam

*अबू हुरैरा रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सललल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया की जिसे अल्लाह ने माल दिया और उसने उसकी ज़कात अदा नही की तो क़यामत के दिन उसका माल निहायत ज़हरीले गंजे साँप की शकल इखतरियर कर लेगा उसकी आँखों के पास दो सियाह नुक़ते होंगे जैसे साँप के होते […]

सऊदी अरब के मक्का शहर के बारे मे कुछ ऐसी जानकारिया को अपने अभी तक नहीं पढ़ी होंगी

allah

सऊदी अरब के मक्का शहर के बारे मे कुछ ऐसी जानकारिया को अपने अभी तक नहीं पढ़ी होंगी : पढ़े और शेयर करें 🕋-:सउदी मे पेटरोल तेल पेदा होता हॆ ! सोने GOLD के पहाङ हेँ। 🕋-:मक्का दुनिया का एक एकेला ऎसा शहर हे जहाँ बाजार मार्किट सब कुछ 24 घन्टे रात दिन खुला रेहता […]

Wo namaze jo hum apni zindagi mein nahi padh sake. Qaza E Umri Namaz

jumma namaz

hamari zindagi ki wo namaz jo humne nahi padhi usko ‘kaza e umri’ kahte hain. Farz namazo ka (jo hum par 5 time farz hain) wo humko padhna zaruri hai, isliye agar hum pichle time mein farz namaz nahi padh paae hain to usko ab padh sakte hain. Pichle time ki jo namaz humne nahi […]

Happy Ramadan Whatsapp Status

ramzan mubarak 4

सदा हँसते रहो जैसे हँसते हैं फूल, दुनिया के सारे ग़म तुम्हे जाएं भूल, चारो तरफ फैलाओ खुशियों का गीत, ऐसी उम्मीद के साथ यार तुम्हे… मुबारक हो ईद !! चाँद से रोशन हो रमजान तुम्हारी, इबादत से भरा हो रोजा तुम्हारा, हर रोज़ा और नमाज़ क़ुबूल हो तुम्हारी, यही अल्लाह से है दुआ हमारी! […]

Ramadan Mubarak 2017 Wishes | Ramazan Kareem Mubarak Wishes

ramzan chand

Ramadan Mubarak 2017 Wishes | Ramazan Kareem Mubarak Wishes As you fasts and offers prayers to Allah, may you find your peace and happiness. Have a peaceful and happy Ramadan 2017! * * * * * * * * * * Happy Ramadan Mubarak Mubark to everyone. May you all have a very happy and blessed […]

iftar ki dawat dene walo ko ye dua dena sunnat hai

Muslim Strong Dua

Bismillahirrahmanirrahim ✦ Mafhum-e-Hadith: iftar ki dawat dene walo ko ye dua dena sunnat hai ————— ✦ Abdullah bin Zubair Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne Muadh Radi-Allahu-Anhu ke wahan roza iftar kiya to (unko ye) dua di ki أَفْطَرَ عِنْدَكُمُ الصَّائِمُونَ وَأَكَلَ طَعَامَكُمُ الأَبْرَارُ وَصَلَّتْ عَلَيْكُمُ الْمَلاَئِكَةُ Aftara ‘indakumus-saimun, wa akala ta’amakumul-abrar, wa […]

Jo kisi Rozedar ka roza iftar karaye to

iftaar

Bismillahirrahmanirrahim ✦ Hadith : Jo kisi Rozedar ka roza iftar karaye to usko bhi uske barabar sawab milega ————- ✦ Hazrat Zaid bin Khalid radi-allahu-anha se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu-Alaihi-Wasallam ne farmaya Jo kisi Rozedar ka roza iftar karaye to usko bhi uske barabar sawab milega aur rozedar ke sawab mein kami bhi nahi […]