Islaam Me Salaam Ki Ahmiyat
Musalman Bhai se mulaqaat hone per ‘ Assalamu Alaykum” Kahiye, Jab kisi muslaman bhai se mulaqaat ho to apne talluq aur masarrat ka izhaar karne ke liye’ Assalamu Alaykum ” kahiye, Qurane Paak ki Surah Al-an’aam:Aayat 54 me he: وَإِذَا…
BISMILLAH KI FAZILAT
Hazrat Jaabir Radhi ALLAH Anhu se marwi hai ke *Rasul ALLAH Sallallahu Alaihi Wasallam* ne farmaya, “Jab aadmi apne ghar me zikr e ILAAHI *(BISMILLAH)* kar ke daakhil hota hai aur khate waqt bhi ALLAH ka zikr *’BISMILLAH’* karta hai…
Qayamat ke din Jab tak Banda inn 5 Sawalo ke Jawab Nahi dega Uske Qadam harkat Nahi karenge
*Qayamat ke din Jab tak Banda inn 5 Sawalo ke Jawab Nahi dega Uske Qadam harkat Nahi karenge* *Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam* ne farmaya Qayamat ke din ibn Adam ke Qadam apne RABB ke paas se us waqt tak harqat…
Ghar Se Nikalte Waqt ki Dua aur Uski Ahmiyat
Hazrat Anas bin malik Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki *Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam* ne farmaya jab aadmi apne ghar se nikle aur ye dua padhe to usey (Allah ki taraf se) kaha jata hai ki tujhe hidayat di…
Dunya me hi Maaf karwa lo unse jispar tumne koi zulm kiya hai
Hazrat Abu Hurairah Radi Allahu anhu se rivayat hai ki *Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam* ne farmaya Jisne apne kisi bhai par zulm kiya ho to use chahiye ki is se duniya me maaf kara le kyun ki aakhirat me…
Tawaaf Sirf Allah ke liye hona Chaiye
Humne Ibrahim Aalaihi – salaam aur Ismail Aalaihi-salaam se wadah liya ke tum mere ghar ko Tawaaf karne walon aur Aitekaaf karne walon aur Ruku Sujood karne walon ke liye paak saaf rakho. { Al-Quraan, Surah-No- 02, Surah-Tul-Baqra, Aayat-No :…
Sabr Karne ka Bayan
Hazrat Abu Saeed Khudri Radhi ALLAH anhu ne bayan kiya ke ansaar ke kuchh logo ne *Rasul ALLAH Sallallahu alaihi wasallam* se sawal kiya to aap ne unhe diya. Phir unhone sawal kiya aur aap ne phir diya. Yaha tak…
Barish or Afat ke Waqt Juma Ghar Me Padhna
Hazrat Abdullah bin Harish bayan karte hain ki ek din Hazrat Ibn Abbas Radi Allahu anhu ne jab barish ki wajah se keechard ho rahi thi to apne khutba sunaya or fir muazzin ko hukm diya ki *Hayya Al Salah*…
Juma ki Fazilat Quran or Hadith ki roshni mein
1. Al Quran : Eh Imaan walon jab jumaa ke din namaz ke liye azan di jaye to Allah ke zikr ki taraf jaldi se aa jao aur kharid wa farokht chhodh do , tumhare liye yahi baat behtar hai…
Iftar ke Baad ki Dua
Hazrat Marwan Ibn Salim al-Muqaffa Radhi allahu anhu se rivayat hai ki Ibn Umar Radhi allahu anhu ne farmaya *Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam* jab iftar farma lete to ye dua padhte they *ذَهَبَ الظَّمَأُ وَابْتَلَّتِ الْعُرُوقُ، وَثَبَتَ الْأَجْرُ إِنْ شَاءَ…