Islamic Blog

Hazrat Umar ( رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه ) ka iman Afrooz Waqia

Best Subhan Allah images

Khalifa e Sani Hazrat umar Farooq ( رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه ) nE 24 LaKh MurabBah Miles Per HaKoomat ki. – Raton ko uTh uTh Ker Paira Detay Thay, aur Logon ki ZaroRat ka Khayal RaKhtay Thay, KehTay Thay Ager Furaat K kinary eK Kutta Bhi PayaSa Marr Gaya to Kal Qayamat K Din uMar sE iSS Bary […]

Read Online Quran in PDF

Holy Quran

  Holy Quran Chapter/Juz 1   Holy Quran Chapter/Juz 2   Holy Quran Chapter/Juz 3   Holy Quran Chapter/Juz 4   Holy Quran Chapter/Juz 5   Holy Quran Chapter/Juz 6   Holy Quran Chapter/Juz 7   Holy Quran Chapter/Juz 8   Holy Quran Chapter/Juz 9   Holy Quran Chapter/Juz 10   Holy Quran Chapter/Juz 11   Holy Quran Chapter/Juz 12   Holy Quran Chapter/Juz 13   Holy Quran Chapter/Juz […]

Bazaar Dakhil Hote Waqt Ki Dua

dua

Bismilahirrahmanirrahim  ✦ Bazar mein dakhil hote waqt ye dua padhne se 10 lakh nekiya milti hain ————– ✦ Umar Radi Allahu anhu se rivayat kiya ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya jo shakhs kisi bazar mein dakhil ho aur ye kalimat kahe to uske liye 10 lakh nekiya likh di jati hain aur uske […]

Juma Namaz Ki Sunnat

juma

Shuru Allah k Naam se: Aye wo Logon jo Iman Laye hon! Juma k din Namaz ki Azan di Jaye to tum Allah k Zikr ki Taraf Doud pado Aur Kharid o Faroqt Chordo, ye Tumhare haq me Bahot hi Bahter hai Agar tum Jaante ho. Phir jub Namaz ho chuke to zameen me Phail […]

Sone se Pehle aur Baad ki Sunnat

99 Names Of Allah

Baad Isha Jald sone ki fikr karna duniya ki batena karna. 1.Sone se pehle ye dua Padhle (Allahumma bismika amutu wa ahya) Aye Allah mai Aap hi knaam k sath marta hu aur jita hun.(bukhari). 2.Ba’wazu soyen, Huzoor sallaallahu alaihi wasallam ne irshad farmaya jub tu tere bister per aaye to wazu karlen. 3.sone se […]

Majlis se Uthte waqt ki Sunnatain

allah mohammed

Hum Mukhtalif Qism ki Majlison me uthte baith te hai, kabhi khane pine k liye ghar walo ya dosto k sath Baith te hai aur is douran in se Guftagu bhi karte hai. Taleem-o-Ta’allum k douran apne hum dars sathiyo k sath baith te hai, Safar k douran Rafqaye safar k sath baith te hai, […]

Kapde Pahnne ki Sunnatain

Kapde Pahnne ki Sunnatain

Har aadmi kapde pahnta hai Agar yahi kapde Nabi sallaallahu alaihi wasallam k Tariqe per pahne jayen to sirf kapde pahnte huwe Nabi sallaallahu alaihi wasallam ki kai Sunnaton per Aml hojayega, Nabi sallaallahu alaihi wasallam ki Muhabbat ka taqaza yahi haik Aap k har aml se mohabbat paida hojaye aur hamari Zindagi Nabi sallaallahu […]

Kisi k Ghar me Jate waqt ki Sunnatain

islamic blog

Shuru Allah k Naam se: Aye Iman Walon! Apne Gharon k Siwa Aur Gharon me Na Jao Jub tak k Ijazat Na le lo Aur Wahan k Rahne Walon ko Salam na Karlo, Yahi Tumhare Liye sara sar Bahter hai ta k Tum Nasihat Hasil Karo. Agar wahan Tumhen koi Bhi na mil Sake to […]

Mehman Nawazi ki Sunnatain

guest

Hamare gharo me Rishtedar ya Dost-o-Ahbab bahaisiyat Mehman aate hi rehte hai, in Mehmano k sath Husne-Salook ko Mehman Nawazi Kehte hai, Mehmanon k sath husne salook krte huwe in Sunnatonko Malhooz rakha jaye. 1. Mehmano ko khush amdeed kaha jaye aur un k haq me dua di jaye, Huzoor sallaallahu alaihi wasallam k paas […]

Khane se Pehle aur Baad ki Sunnatain

khane ki dua

1. khana khane se pehle bismillah (Bismillahi wa ala baraka Tillah) padhlena chahiye, Huzoor sallaallahu alaihi wasallam ne aik km umr sahabi R.A se khitab karte huwe ye hukum diya, “ aye bacche! Allah ka Naam lo, sidhe hath se khao aur apne samne jo hai waha se khao”. (Muslim) 2. is hadees se bismillah […]