Islamic Blog

Taqleed Ki Zaroorat Kyu

allah o akbar

Sawaal – Bahot Se Log Ae’teraaz Karte Hai Ke Jab Hum Khud Qur’aan Wa Hadees Padh Sakte Hai Aur Qur’aan Wa Ahadees Se Apne Masle Ka Hal Dariyaaft Kar Sakte Hai To Phir Hume Mujtahideen Ki Taqleed Ki Kya Zaroorat? *Jawaab* – Agar Kisi Ko Uloom e Qur’aan Wa Uloom e Hadees Me Itni Hi […]

Ta’weez Pahenne Ka Saboot Sahaabi Aur Mohaddiseen Se

allah3

*1 – Jaam’e Tirmizi, Hadees No.3528* Tarjumah – “Rasoolullah ﷺ Ne Farmaaya Ke Jab Tum Me Se Koi Nee’nd Me Darr Jaaye To Yeh Du’aa Padhe “أَعُوذُ بِكَلِمَاتِ اللَّهِ التَّامَّاتِ مِنْ غَضَبِهِ وَعِقَابِهِ وَشَرِّ عِبَادِهِ وَمِنْ هَمَزَاتِ الشَّيَاطِينِ وَأَنْ يَحْضُرُون” Tarjumah – Mai’n Panaah Maa’ngta Hoo’n Allah Ke Kaamil Wa Jaam’e Kalmo’n Ke Zariye Allah […]

Rabi Ul Awal ki Fazilat

Eid e Milad mubarak

Rabi ul Awal ka mahina islami saal ka teesra mahina hai. Ye mahina khair o barkat or sa’adaton ka mahina hai kyun k is mahine ki 12 tarikh ko Allah Ta’ala ne apne fazl o karam se Rehmat ul lilalamin Hazrat Muhammad Mustafa (SAW) ko paida farma kar apni naimaton ki barish farmayi. Ap (SAW) […]