Islamic Blog

Hazrat Ja’afar bin Abu Taalib radiy-Allāhu ta’ala anhu

Alqaab : ‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾ Tayyaar (Flyer), Zul-Janaheen (The Winged), Abul Masaakin. **************** Aap ki wilaadat 590 A.D. me Makka me hui. Aap ke waalid ka naam Abu Taalib Imraan ibne Abdul Muttalib aur waalida ka naam Hazrate Faatima bint Asad radiy-Allāhu ta’ala anha hai. Aap Quraish ke Banu Haashim qabeele se ta’alluq rakhte hain. Aap Ahle […]

Hazrat Sayyed Shaah Abdul Lateef Qaadri Kaazmi rahmatullāhi alaihi

Laqab : ‾‾‾‾‾‾‾‾‾ Bari Imaam Sarkaar. **************** Aap ki wilaadat 1026 Hijri (1617 A.D.) me Karsal (Zila Chakwal, Punjab) me hui. Aap ke waalid ka naam Sayyed Sakhi Mahmood hai. Aap Husaini saadaat hain. **************** Aap ki umr 8 saal ki thi tab Aap ka pariwaar Bagh Bhattan (maujooda Aabpara) aa gaya. Aur yaha kaasht […]

Hazrat Haji Ali Shaah Bukhari rahmatullāhi alaihi

Hazrat Haji Ali

Alqaab : ‾‾‾‾‾‾‾‾ Qutb-e-Zamaan, Shaah-e-samundar. ****************** Ek martaba Aap ne ek aurat ko rote hue dekha. Aap ne rone ki wajah puchhi to us ne bataaya ki “Main is bartan me tail lekar jaa rahi thi. Achaanak thokar lagne se gir gai aur ab agar bagair tail ke ghar jaaungi to mera shohar naraaz hoga.” […]

Jumadil Awwal

Jumadil Awwal is the fifth month in the Islamic calendar. Islamic Events On 5 Jumada al-Awwal, Zainab bint Ali was born. On 8th Jumada al-Awwal, URS Sayyid Amir al-Kulal (RA) Amir Kulal On 10 Jumada al-Awwal 11AH, Fatima bint Muhammad (Fatima al-Zahra) beloved daughter of Prophet Muhammad (ﷺ.) died in Medina at the young age […]

Dua e Maghfirat aur Eisaale Ṡawaab ka bayaan

allah o akbar

Musalman apne dusre marhoom musalman ki maghfirat ke liye do cheez kar sakta hai : [1] Marhoom ke liye Dua e Maghfirat kare. [2] Koi neki karke is usko Eisaale Ṡawaab kare. Mayyat ke liye Dua e Maghfirat aur Eisaale Ṡawaab karne se ALLĀH ke fazl aur rahmat se mayyat ko qabr me raahat hoti […]

Hazrat Sayyed Shaah Saifullāh Rifai rahmatullāhi alaihi

Hazrat Sayyed Shaah Saifullāh Rifai rahmatullāhi alaihi

Aap Hazrat Sayyed Ahmad Kabeer Rifai rahmatullāhi alaihi ki nasl se hain. Aur Husaini saadaat hain. **************** Aap Basra me muqeem the. Waha se bashaarat paa kar aap Hindustan ke Liye Rawaana Hue. Basra se Sindh pahunche, Sindh se Ahmedabad aaye aur Ahmedabad se oont par sawaar hokar Surat tashreef laaye. Surat me Aap Manipur […]

Hazrat Maulana Raza Ali Khan rahmatullāhi alaihi

Hazrat Maulana Raza Ali Khan rahmatullāhi alaihi

Aap ki wilaadat 1224 Hijri (1809 A.D.) me Bareilly me hui. **************** Aap ke waalid ka naam Haafiz Kaazim Ali Khan bin Muhammad Aazam Khan hai. Aap Hazrat Qais Malik Abdur Rasheed Afghani radiy-Allāhu ta’ala anhu ki nasl se hain. Aap ke pardaada Hazrat Saeedullāh Khan 1151 Hijri (1739 A.D.) me Naadir Shaah ke saath […]

SHARAB / Beer ka Gunah

Afsos hai ki kuch muslim bhai beer ko sharab nahi samajhte. Aur naa-daani mein beer ko cold drink ki tarah pi lete hain. Lekin bhaiyo dhyan rakho ke beer bhi sharba hi hai. aur Islam mein sharab peena haram hai. Sharab pina to alag baat hai, SHARAAB ka BanaNe Wale, BanwaNe Wale, PilaaNe Wale, Bechne […]

अल्हम्दुलिल्लाह की फजीलत

allah3

अल्हम्दुलिल्लाह की फ़ज़िलत::: 1. अल्हम्दुलिल्लाह से मीज़ान भर जाऐगा । [मुस्लिम] 2. बहतरीन दुआ अल्हम्दुलिल्लाह है । [तिर्मिजी] 3. नेमत मिलने पर अल्हम्दुलिल्लाह कहना मिलने वाली नेमत से अफ़ज़ल है । [इब़्न माजह] 4. 100 बार अल्हम्दुलिल्लाह कहना अल्लाह पाक की राह मे 100 लगाम चढ़ाऐ हुऐ घोड़े देने की तरह है । [अहमद] 5. […]

Apne aapko aur apne bachcho Ko Namazi banane Ki Qurani dua

dua

Bismillahirrahmanirraheem* *✦ Apne aapko aur apne bachcho Ko Namazi banane Ki Qurani dua* *رَبِّ اجْعَلْنِي مُقِيمَ الصَّلَاةِ وَمِن ذُرِّيَّتِي ۚ رَبَّنَا وَتَقَبَّلْ دُعَاءِ* ——- ✦ Rabbiajaalnee Muqeemaassalati Wa Min Dhurriyyatee Rabbana Wa Taqabbal duaa —— ✦ Eh Mere RAB mujhe aur meri aulad ko Namaz Qayam karne wala bana de, Eh hamare RAB aur meri […]