Islamic Blog

3 Ramzan Yaum-E-Visal Khatun-E-Jannat Bibi
Fatima Zahra RadiAllahu Anha
MERI BETI FATIMA INSAANI HOOR HAI
ALLAH NE IN KO
HAIZ-O-NIFAAS_S E MAHFUZ RAKHKHA HAI.
(NISAAI)
KYA AAP JANTE HAI
SAYYADA FAATEMA ZAHRA KI
ROOH-E-PAAK KHUD ALLAH TA’ALA NE QABZ
FARMAYI HAI
(TAFSIR-E-RUHUL BAYAN J.3 S.403)
3 RAMZAN 11 HIJRI MANGAL KI RAAT ME AAPKI
WAFAAT HUYI
&
AAPKO
JANNATUL BAQEE’A ME DAFAN KIYA GAYA
(MADARIJUN-NABU WWAT JILD-2 SAFA-461)
(ZURKQAANI JILD-3 SAFA-361)
ALLAH TA’ALA NE SAYYADA FATIMA ZAHRA PAR
AUR
UNKI AULAD PAR JAHANNAM KO HARAAM
FARMA DIYA HAI
(TIBRANI SAFA.160)
NABI-E-KAREEM (Sallallahu Alayhi Wasallam) NE
FARMAYA:
FATIMA MERE JIGAR KA TUKDA HAI
JISNE UNHE NARAAZ KIYA
USNE MUJE NARAAZ KIYA
(MUSLIM)
ALLAH Ke HABEEB
(Sallallahu Alayhi Wasallam)
FARMATE HAI:
JANNAT ME DAAKHIL HONEWALO ME SAB SE
PEHLE MERI BETI FAATEMA HOGI.
(KANZUL UMMAL)
●▬▬▬▬๑۩۩๑▬▬▬▬▬●

As-salam-o-alaikum my selfshaheel Khan from india , Kolkatamiss Aafreen invite me to write in islamic blog i am very thankful to her. i am try to my best share with you about islam.
mm