Islamic Blog

Aala Hazrat Imaam Ahmad Raza Khan Alaiherahma Fatawa Razawiya Me Farmate Hai Aisi Dawa Ka Istemaal Jisse Hamal Na Hone Paaye Kisi Shadeed Shariat Me Qabile Qabool Zarurat Ke Sabab Ho To Haraj Nahi Warnah Sakht Bura Aur Na Pasandeeda Hai

Fatwa Razawiya Jild 9 Safa 298.

Nasbandi Karana Islaam me Haraam Hain

Fatawa Faizul Rasool
Jild 1, Safa 277,

Galat Fahmi Aur Unki Islaah.
Hamal Rokane Ke Liye Ek Tadbeer Kuchh Haqeemo Ne Likha Hain Ke
Hamal Na Thahre Use Liye Sab Se Zayaada Achha Aur Asaan Tareeqa
Ye Hai Ki Aurat Ke Haiz (M.C) Ke Ayyam Shuru HoNe Se Ek Hafata
Pahale Aur Aurat Haiz Se Jis Roz_Paak‬ Ho Jaye
Uske Ek Hafta Baad Tak Is Darmiyaan Sohabat Karne Se Hamal Nahi Thaharta
aur Yeh Din Nihayet
Hi Mahfooz Hote Hain.
Kyu Ki In Dino me Aurat Ki mani Me Baija
Yani Bachcha Paida Karne Wale Ande
Jinhe “Voa”
Kahte Hain Wo Nahi Hote,
Jiski Wajah Se Hamal Na
Thaharne Ke Imkaan Zayaada Hote Hain…..
[Qareena E Zindagi.]

Aafreen Seikh is an Software Engineering graduate from India,Kolkata i am professional blogger loves creating and writing blogs about islam.
Aafreen Seikh
Latest posts by Aafreen Seikh (see all)