Islamic Blog

Islamic Mahina Ramzan k Aakhri Asre me Aakhri Jumma ko Log Bahut hi josh o kharosh k sath jumma ki Namaz ada karne jaate hai…
Issliye ki Aisa Jumma phir Dubara unhe Nahi milega…
Lekin Quran ki kisi bhi aayet se,
Kisi bhi Hadith se,
Nabi sallallahu wale wasallam kisi bhi Am’al aisi koi “Dalil” Nahi milti ki Ramzan k Aakhri Jumma ko Khas Banaya gaya ho…
Yeh Sarasar Galat hai…
Aam Jumma k Tarah hi yeh bhi Ek Jumma hai…
Issme KHAAS koi ibaadat nahi hai…
Jo Ramzan k Akhri Asre ki ibaadat hai wahi karna hai..

👉🏻ALLAH aur Nabi Sallallahu wale wasallam ki baato Ko
“Ulmaao” ne Jhutlaya…
(Astagferullah) aur apne Qayas ko Deen k hissa bana liya…
Aur Log unhi ki baato ko sunte aur Am’al bhi karte hai..

🌿“Unhone Apne Ulema aur Darweshon ko ALLAH K siwa Apna RABB bana liya”

📖 Surah Touba Aayet No 31..

🌿Rasool SallAllahu Alaihi wasallam Ka Farman hai :
“Jisne Hamare Deen main Koi Nayee CHeez Ijad Ki Jiska Deen Se Koee Taulluq Nahin Hai Tu WOh Mardood Hai “
📗Saheeh Bukhari, hadith -2697.

🌿Kya ye nahi jaante k jo bhi Allah ki aur Us k Rasool (sallallahu wale wasallam) ki mukhalifat karega us k liye yaqeenan dozakh ki Aag hai jis me woh hamesha rehne wala hai ‘ ye zabardast ruswaee hai .

📖Sureh Touba Aayet No. 63

Ek Hadees aur Hai
🌿 Deen ke Andar Nayee Nayee Cheeze Dakhil Karne Se Baaz Raho Bila shubha HAR NAYEE CHEEZ BIDDAT HAI AUR HAR BIDDAT GUMRAHI Hai “.
📚Sunan Abu’daud Kitab Al Sunnah, hadith-7064.

Asalam-o-alaikum , Hi i am noor saba from Jharkhand ranchi i am very passionate about blogging and websites. i loves creating and writing blogs hope you will like my post khuda hafeez Dua me yaad rakhna.
mm